Maine apni bike nikali aur Keerti ke aane ka intejar karne laga. Kuch der bad keerti bhi aa gayi. Vo Purple t-shirt aur black jeans pahne thi. Maine use dekha to muskura diya. Keerti bike ke dono taraf pair dalkar baithi aur usne meri kamar ko pakad liya. Maine bina kuch kahe bike aage bada di. Na to keerti ne ye pucha ki hum kaha ja rahe hai, aur na hi maine bataya ki hum kaha ja rahe hai. Dono hi khamosh the. Ya fir dono hi kuch soch rahe the. Mai to ye soch raha tha ki ab kaha jaya jaye. Tabhi keerti ne meri pith par apna sir tika diya aur uske aisa karne se mujhe bahut acha laga. Keerti ke is tarah se baithne se mujhe bahut sukun mil raha tha isliye mai bhi bas bike ko yu hi raste par daudata raha aur sochta raha ki kash ye rasta kabhi khatam na ho. Kuch der yu hi chalte chalte hum bahut dur nikal aaye. Ab gaadiyon ki aawajahi kam thi aur raste ke dono taraf hare bhare ped lage huye the. Jinse thadi hawa chal rahi thi aur vo hawa hame chhu kar madhosh kar rahi thi. Keerti aankh band kar meri pith par apna sar rakhe khamoshi ke sath baithi thi.
Mai bola "tum chup kyo ho.? Kuch bolo Na."
Keerti boli "hun hun."
Mai bola "Kuch Bologi Nahi."
Keerti boli "hun hun."
Maine kaha "tumhe yu hi ghumte rahna acha lag raha hai."
Keerti boli "hun."
Wah meri har bat ka jabab bina apna muh khole hun hun karke de rahi thi. Shayad is thandi hawa ke jhonko ne use madhosh kar diya tha. Fir isi madhoshi me usne mujhe kaskar pakad liya aur vah puri tarah mujh se chipak kar apna sar tikaye baith gayi. Uske aisa karne se mere muh se bhi shabd niklana band ho gaye aur mai khamoshi se bas bike ko chalate ja raha tha. Bina ye soche bina ye jane ki hum kaha ja rahe hai. Par shayad hum dono hi yahi chahte the ki ye safar yu hi chalta rahe. Kabhi is safar ka ant na ho.
Maine apni jindgi me itna sukun kabhi nahi paya tha, jo aaj aaj keerti ke is komal sparsh se pa raha tha. Uske doro pair mere pairo se sate huye the. Uske najuk stano ki chuan mujhe meri pith par mehsus ho rahi thi. Usne apne najuk hantho se mujhe jakda hua tha aur uska sar abhi bhi meri pith par tika hua tha. Uske badan ki mahakti khushbu me mai sab kuch bhul gaya tha. Mere man me keerti ko lekar koi bhi bura vichar nahi tha isliye ise kisi ladki ke sharir se lipatne ki vashna nahi kaha ja sakta tha. Ye to ek madhur aehsas tha. Jise maine pahle kabhi mehsus nahi kiya tha. Mere liye to ye safar kisi jannat ke safar se kam nahi tha aur mai ise aur bhi lamba karna chahta tha. isliye mai bina kisi bat ki parvah kiye aage badta ja raha tha.
Magar kudrat ko shayad mera ye safar pasand nahi aaya ya fir yu kaha jaye ki vo mujhe kuch aur bhi dikhana chahti thi. Isliye jo thandi hawaye hume madhosh kar rahi thi, vo achanak hi tej aandhiyon me badal gayi aur hum dono ko es madhoshi se bahar le aayi. Un aandhiyon ka rukh hamri hi taraf tha aur vo hame age badne se rok rahi thi. Keerti ne mujhe kas kar jakad liya aur apne chehre ko mere kandhe par tika liya. Uske aise karne se mera hausla bad gaya aur mai ab bhi aage hi badta raha. Magar ab tej aandhiyon ke sath barish bhi hone lagi jisne tufaan ka roop le liya aur mere liye bike chala pana muskil ho gaya tha. Maine bike ko rok diya aur keerti se kaha.
Mai bola "aandhi ab tufan ka roop le rahi hai aur uska rukh hamari hi taraf hai. Ab hume vapas chalna chahiye."
Keerti boli "aisi tej tufan me vapas lautna khatre se khali nahi hoga. Koi bhi durghtna ho sakti hai. Acha to ye hai ki kisi achi si jagah par ruk kar hum tufaan ke rukne ka intejar kare. Mujhe aise me vapas lautne me bahut dar lag raha hai."
Mai bola "yaha koi basti ya ghar makan to hai nahi, jaha par ruka ja sake. Ab vapas chalna hi thik rahega. Waise bhi jis or ki aandhi chal rahi hai usi taraf bike chalane me jyada paresani nahi hogi. Tum chinta mat karo hum aaram se pahuch jayege."
Ye kahkar maine apni bike vapas mod li aur hum barish me bhigte huye usi taraf chalne lage jis taraf aandhi ka rukh tha. Tej hawaye hum se takrakar hume aur bhi aage dhakel rahi thi, to barish ki bunde mere chehre par padkar mer bike chalana mushkil kar rahi thi. Keerti ghabra rahi thi aur mujhe itni jor se jakde huyi thi ki jaise vah mujhe dhila pakdegi to ye aandhi use uda kar hi le jayegi.
Mai use samjha raha tha ki "maine is se bhi tej aandhi aur barish me gaadi chalayi hai. Tum daro mat hume kuch nahi hoga. Hum sahi salamat ghar pahuch jayege."
Magar andar hi andar mai khud bhi dar raha tha. Mere darne ki vajah ye aandhi tufaan nahi tha, balki vajah thi keerti ka mere sath hona. Mai akela hota to mujhe kisi bhi bat ka dar nahi hota. Lekin keerti ka darna bhi vevajah nahi tha. Kyoki kuch hi door pahuche ke bad vo hua jiske liye mai katai taiyar nahi tha.
Barish aur tej aandhi ki vajah se ped ki ek moti si daali tutkar hamari bike ke samne aa giri aur usse hamari takkar ho gayi. Takkar itni jordar thi ki takkar lagne se keerti bike se uchal kar dur jakar giri aur mai bike ke sath hi ghisatta chala gaya. Bike me to kuch jyada tut fut nahi huyi thi, magar bike se jyada chot mujhe pahuchi thi, kyoki mai bike ke sath hi ghisatta chala gaya tha.
Ghistne se mere ghutne aur pair me bahut jyada chot aayi thi aur hanth bhi buri tarah chhil gaye the. Ghutne me chot aane ki vajah se mai pair mod nahi paa raha tha isliye ab mujhse kahda tak hote nahi ban raha tha. Meri bike kahi padi thi aur mai kahi dala tha. Mere jis pair me chot lagi thi us pair ka juta bhi ghistne ki vajah se utar chuka tha aur mere pair ke panje bhi buri tarah se chhil gaye the. Sab milakar ab meri halat aisi nahi thi ki mai uth kar khada ho saku. Fir bike chala kar vapas ghar pahuchne ki bat hi door thi. Lekin mujhe jaise hi keerti ki yad aayi mai apna sara dard bhul gaya aur keerti ko idhar udhar dekhne laga.
Keerti mujhse lagbhag bees kadam ki duri par sadak ke kinare pet ke bal padi thi. Use aise dekh kar mai ghabra gaya ki kahi use kuch ho to nahi gaya. Maine jaldi se uthne ki koshish ki magar uthne se pahle hi mai dard ke karan gir pada. Mai us tak kisi bhi halat me pahuchna chahta tha, isliye mai ghisatte ghisatte uske pas gaya. Mai uske pas jakar baitha aur uska sar apni god me khich kar uska chehara thapthapane laga magar vo behosh si thi.
Mai uski halat dekh bahut jyada dar gaya tha. Mai madad ke liye chillane laga magar us tej tufaan me waha madad karne wala koi nahi tha. Mera dimag kaam karna band kar diya aur meri aankhon se aansu bah rahe the. Mai paglon ki tarah uske gaalon par thappad maar kar use uthane ki koshish karne laga. Uske chehre par barish ki bunde aur mere thappad padne se vo hosh me aa gayi.
Keerti ne karahte huye aankhe kholi aur uth kar baith gayi. Maine use apne gale se laga liya. Meri aankhon me abhi bhi aansu the.
Mai rundhiyaye gale se bola "tujhe jyada chot to nahi aayi."
Keerti ne ek najar bike par dali aur fir mujhe dekhte huye boli "nahi mujhe jyada chot nahi aayi bas thode se ye hanth chhil gaye hai aur thodi bahut kharoch pairo me aayi hai, baki mai bilkul thik hu."
Fir vo mere hanth pairo ko dekhte huye boli "tera jeans ghutne ke upar se fat gaya hai aur usme khoon laga bhi laga hua hai. Lagta hai tujhe bahut chot lagi hai. Aise me tu bike kaise chala payega."
Mai bola "han mujhe bahut chot lagi hai. Mai na to khada ho pa raha hu aur na hi bike chala pauga. Tum ek kaam karo mehul ko call karke bula lo vo hame aakar le jayega."
Keerti ne apne rumal ko mere ghutne par bandh diya aur fir mera rumal lekar use meri bahon me bandh diya.
Keerti boli "mujhe aisi koi khas chot nahi lagi hai. Mai bilkul thik hu aur ab Tufaan bhi tham gaya hai. Tum bas bike me baithne ki koshish karo. Mai bike chala lugi."
Mai bola "tune abhi sirf scooty hi chalayi hai aur ab seedhe bike chalana chahti hai. Mere to hanth pair tut hi gaye hai. Ab kya apne bhi tudwana chahti hai.e Tujhse bike chalate nahi banegi. Jaisa mai kah raha hu waisa kar. Bekar me wakt barbad mat kar aur mehul ko call laga."
Keerti boli "jara dimag se kaam lo. Sham ho gayi hai aur kuch hi der me idhar andhera ho jayega. Hum ghar se bahut door hai mehul ko aane me kam se kam ek ghanta to lag hi jayega. Us ek ghante tak hum is sunsan me, geele kapdo me kaise rahege. Upar se tumhe chot bhi lagi hai. Mujhe bike chalane do mai chala lugi."
Mai bola "nahi mai apni suvidh ke liye tujhe khatre me nahi daal sakta. Tum mehul ko call karo nahi to mujhe mobile do, mai use call karta hu."
Waise bhi rasta suna hai isliye mujhe bike chalane me koi pareshani nahi hogi."
Mujhe apni bat na mante dekh keerti ne mera hanth apne sar par rakha aur boli "tumko meri kasam. Pls mujhe bike chalane do. Mujhe kuch nahi hoga. Maine bike chalana sikha hai aur yaha to sunsan rasta hai. Mai dhire dhire chalaugi."
Ab mere pas keerti ki bat manne ke siwa koi rasta nahi tha.
Mai bola "thik hai tu koshish karke dekh le magar mehul ko call karke bata de vo hume raste me kahi na mil jayega."
Keerti ne meri ye bat maan li aur mehul ko call karke bata diya ki mujhe bike se gir jane ke karan chot lagi hai aur vo dhire dhire mujhe lekar aa rahi hai. tum raste me hume milo. Iske bad keerti bike ke pas gayi aur thodi mehnat karne ke bad vo bike mere pas le aayi. Fir usne bike ko stand me lagaya aur mujhe sahara dekar bike me bithaya aur fir bike start kar dhire dhire chalane lagi. Keerti mere sath ek do bar bike chalana sikh chuki thi lekin use bike chalana nahi aata tha, par na jane kyo use ye viswas tha ki vo bike chala legi aur ab vo wahi karke bata rahi thi.
Ye bhi ajib itefak tha ki jati samay keerti mujhse chipak kar mere piche baithi thi, to ab lautti samay mai us se chipak kar uske piche baitha tha. Fark sirf itna tha ki us samay wo khush aur nishchint thi aur use ghar jane ki koi chinta nahi thi, magar is samay use jaldi mujhe Dr. ko dikhane ki chinta ne gher rakha tha. Jo uske chehre se saf jhalak rahi thi.
Maine uska man halka karne ke liye kaha "yar tu to mujhse bhi achi bike chalati hai. Yadi lautte samay maine tujhe hi bike chalane di hoti to ye durghatna na hoti."
Keerti gusse me boli "chup karo. Ye sab meri hi vajah se hua hai. Na mai tumhare sath aayi hoti aur na tumhare sath ye hadsa hua hota."
Mai majak me bola "are tu nahi aayi hoti to mujhe ghar koun le jata. Mai to akela raste par pada tadap raha hota aur ho sakta tha ki koi gaadi mere upar se nikal kar mera kaam tamam kar jati."
Ye bat sunte hi keerti ne bike rok di aur meri taraf muh kar ke mujhe gale se lagati huyi boli "tumko meri kasam, kabhi apne muh se aisi bat na nikalna. Yadi tumko kuch ho gaya to mai apne aapko khatam kar dungi."
Ye kahkar vo rone lagi. Mai uska ye roop dekh kar dang rah gaya. maine uske aansu ponche aur bat ko talte huye bola "nahi boluga. kabhi nahi boluga magar abhi jaldi se yaha se niklo. Andhera hona suru ho gaya hai."
Meri bat sunkar keerti ne bike aage bada di. Ab mujhe us par bahut pyar aaya aur maine ab apne dono hanth uski kamar par dal kar use jakad liya aur kisi chhote bache ki tarah uski pith par sar rakh kar baith gaya. Ab jo sukun keerti ko jati samay meri pith par sar rakhne se mil raha tha. Ab vo sukun mujhe uski pith par sar rakhne se mil raha tha.
Aaj pahli bar keerti mere seene se is tarah lagi huyi thi, aur isliye itne dard me hone ke bad bhi mai yahi soch raha tha ki kash ye safar yu hi chalta rahe. Magar ye sirf meri soch thi. Keerti ki nahi. Use to bas ek hi soch ne ghera tha ki jaldi se jaldi mujhe Dr. ko dikhane ki aur usne apni is soch ko jaldi hi pura karke dikha diya. Karib ek 45 minit ke safar ke bad hume mehul aate dikh gaya. Wah apne kisi dost ke sath aa raha tha. Use dekh keerti ne bike roki. Fir keerti mehul ke dost ke sath baith gayi aur mehul meri bike chalane laga aur aadhe hi ghante me usne bike ek hospital ke samne roki Aur fir mujhe mehul aur uska dost utha kar andar le gaye. Andar ek Dr. keerti ko marham patti ki aur ek ne mera Checkup kiya aur fir mujhe pair me Hot strip chada di. Dr ne mere geele kapde badlne ko kaha to mehul ne apne sukhe kapde mujhe pahnaye aur mere geele kapde khud pahan liye. Dr ne kuch dawaiya khane ki di, jo maine wahi kha li jis se kuch hi der me mere dard me aaram ho gaya.
Fir usne kuch dawaiya likhi aur kaha "ghabrane ki koi bat nahi hai. Ghutne me chot aur sujan ki vajah se inse chala nahi ja raha hai. Inke ghutne ki har 2 ghnte me sikayi karte rahna. Subah tak ye chalne firne lagege aur do teen din me ye puri tarah se thik ho jayege."
Aur fir hum log ghar ke liye nikle. Maine raste me keerti aur mehul ko samjha diya ki ghar me ye na kahe ki itni door ye hadsa hua hai. Ghar me yahi kahna hai ki tej barish ki vajah se bike pisal gayi thi.
Kuch der bad hum log ghar pahuch gaye. Mehul ne apne dost ko jane diya. Fir vo aur keerti mujhe sahara dekar andar le aaye. Mujhe aisi halat me dekh chhoti maa aur ami nimi ghabra gaye. Sabne mujhe sofe par bithaya.
Fir mehul ne unhe samjhaya ki "ghabrane ki koi bat nahi hai. Barish ki vajah se bike pisal gayi aur ye gir gaya. Mamuli si chot hai. Yadi chot mamuli nahi hoti to Dr. ise ghar aane hi kyo deta."
Iske bad keerti ne chhoti maa ko bataya ki Dr. ne har do ghante me sikayi karne ko kaha hai to chhoti maa ghutne ki shikayi karne ki taiyari karne lag gayi aur keerti apne geele kapde badlne chali gayi. Apne kapde badal kar aane ke bad usne mehul ko mere kapde lakar diye to mehul ne bhi apne geele kapde badal liye.
Is sab ke chalte meri najar ab tak apni bholi bhali nimi par nahi padi thi magar jab sab kuch shant hua to dekha ki vo door khadi sab kuch dekh rahi thi aur uski aankhon me aansu dab daba rahe the. Shayad use kuch samajh me nahi aa raha tha ki mujhe kya hua hai aur vo ghabrayi huyi mujhe dur se hi dekh rahi thi. Maine jaise hi use apne pas bulaya to vo mujhse lipat kar rone lagi.
Maine use apne pas baitaya aur samjhaya "pagal ladki mujhe kuch nahi hua hai. Bas gaadi se gir gaya hu to ye chot lag gayi hai."
Asal me uske samne aisa koi hadsa pahli bar hua tha isliye use kuch samajh me nahi aa raha tha ki ye sab kya ho raha hai. hadbadi me sab apne apne me lage the aur uski taraf kisi ne dhyan nahi diya tha. Jis vajah se vo aur dar gayi thi. Mere samjhne se use samajh me aaya to vo fir pahle ki tarah khilkhilnae lagi thi.
hindi Incest sex story - Koi To Rok Lo
- sexy_parul
- Expert Member
- Posts: 345
- Joined: 09 Dec 2015 18:47
Re: hindi Incest sex story - Koi To Rok Lo
---------------------------------------------------------
Fuck Me if you can

Use hansta dekh kar sabke chehre par muskurahat aa gayi. Tabhi chhoti maa aa gayi. Unne mere ghutne ki shikayi ki aur boli "aaj tu niche hi so ja. Tujhe upar chadne utarne me taklif hogi."
Mai bola "nahi chhoti maa mai apne kamre me hi souga. Waise bhi mujhe ab niche nahi utarna hai. Khana aap upar hi bhej dena."
Mehul bola "chal tujhe upar chhod deta hu, varna tujhe upar chadne me pareshani hogi."
Ye kahkar mehul mujhe mere kamre me le aaya aur fir usne kamre me aane ke bad mere kapde badal kar mujhe nught suit pahna diya. Iske bad baki ke log bhi mere kamre me aa gaye.
Mehul bola "tu ab aaram kar, Mai chalta hu. Papa bahar ja rahe hai. Unke jane ki taiyari bhi to karna hai."
keerti boli "aap jayege kaise. Aapke dost ko to aapne vapas bhej diya hai."
Mehul bola "mai punnu ki bike le ja raha hu. Abhi kuch din to iski bike chalane se bhi chhutti hai. Tab tak mai uski tut fut bhi sudharwa luga."
Chhoti maa boli "thodi der ruk ja. Khana khakar jana."
Mehul bola "nahi aunty. Bahut der ho chuki hai aur khana mujhe papa ke sath hi khana hai."
Chhoti maa boli "thik hai. Par didi aur jija ji ko puune ke sath huyi durghtna ke baare me kuch mat batana aur unko mera namste kahna."
Mehul bola "nahi batauga aunty. ab mai chalta hu. Bye."
Ye kah kar mehul chala gaya aur chhoti maa kitchen me khana banane chali gayi. Ab mere kamre me keerti aur ami nimi thi.
Maine nimi se pucha "tera homework pura ho gaya hai, jo aaram se yaha baithi hai."
Nimi boli "aap bas aaram karo. Dr ne jyada bolne se mana kiya hai."
Mai bola "Dr ne kab mana kar diya mujhe bolne se."
Nimi boli "Dr ne aaram karne ko to kaha hoga na. Aaram ka matlab hi hota hai ki kisi se koi bat nahi karna."
Mai bola "apni nautanki bad kar aur jakar apna homework pura kar."
Nimi boli "mai to yaha isliye baithi hu taki dekh saku ki keerti didi aur ami didi aapka thik se khayal rakh rahi hai ya nahi."
Mai bola "tum logo ko mera khayal rakhne ke liye yaha baithe rahne ki koi jaraurat nahi hai. Mujhe jab kisi bhi cheej ki jarurat hogi, mai tum logo ko bula luga. Ab tum log jao aur apna apna kaam karo."
Meri bat sunkar nimi muh banakar ami aur keerti ke sath apne kamre me chali gayi. Unke jaane ke bad mai aaj ke hadse ke baare me sochne laga aur mujhe keerti ka mujhse lipat kar rona aur mera muh band kar mujhe apni kasam dena yad aane laga. Ye sab pal mere liye na bhulaye jane wale pal ban gaye the. Mai inhe yad kar ke muskurane laga. Tabhi keerti aa gayi. Keerti ne mujhe is tarah apne aap muskurate dekha to puchne lagi.
Keerti boli "kya hua. kis bat ko yad kar yu muskura raha hai."
Mai bola " kuch nahi, aaj ka tera naya roop dekh kar muskurahat aa gayi."
Keerti boli "kyo aaj aisa kya dekh liya tune."
Mai bola "mere liye to sabhi kuch naya tha. Tera bike chalana. Mujhe bike me baitha kar lana aur bat bat par apni kasam dena."
Keerti boli "vo sab to ghabrahat me ho raha tha. Teri waisi halat mujhse dekhi nahi ja rahi thi aur tu tha ki bas apni apni kahe ja raha tha. Isliye tujhse apni bat manwane ke liye mujhe apni kasam dena pad gayi."
Mai bola "aur vo mere bina mar jane wali bat."
Keerti bat ko palatte huye boli "tune riya ko 7 Baje ke bad mehul ke ghar aane ko bola tha. Ho sakta hai teri bike dekh kar vo mehul ke ghar pahuch jaye. Isliye tu call karke use bata de ki aaj tu vaha nahi aa raha hai."
Mai bola "mera mood nahi hai. Tu hi use call karke bol de."
Meri bat mankar keerti ne riya ko call lagakar sari bat bata di, aur use bata diya ki abhi punnu ki halat aisi nahi hai ki vo bike chala kar kahi ja sake, isliye aaj vo mehul ke ghar nahi ja sakega magar kal yadi uski tabiyat sahi ho jati hai to shayad vo din ke time mehul ke ghar aayega. Ye sab bata kar keerti ne call rakh diya.
Maine kaha "tune ye kyo kaha ki kal mai din ko mehul ke ghar ja sakta hu. Tujhe to malum hai ki mai abhi bike nahi chala sakta."
Keerti boli "to isme kaun si badi bat hai. Kal tak tu itna to thik ho hi jayega ki chal sake."
Mai bola "to kya mai paidal mehul ke ghar jauga."
Keerti boli "kyo kya ghar me 2-2 Four wheelers hai vo kab kaam me aayegi. Kya un se nahi ja sakta."
Mai bola "nahi un se nahi ja sakta. Yadi un se gaya to papa ko Accident ki sari bat pata chal jayegi aur mai nahi chahta ki unhe is bare me kuch pata chale."
Keerti boli "dekh kal tera mehul ke ghar jana jauri hai. Tu ya to texi me chala ja ya fir mai mausi ki scooty me tujhe lekar chal chalugi."
Maine kaha "thik hai, tujhe jo thik lage tu kar. Lekin abhi mujhe chay ki talab lagi huyi hai. Abhi tuu mujhe garma garam chay pila de."
Ye sunkar keerti chay lene chali gayi aur mai fir keerti ke khayalon me kho gaya. Mai nahi janta ki ye mere sath kyo ho raha tha par ab mai keerti ke siwa kisi aur ke baare me soch hi nahi pa raha tha. Mera dil kar raha tha ki keerti mere pas baithi rahe aur mai us se baat karta rahu. Kuch der bad keerti chay lekar aa gayi.
Usne mujhe chay di aur mere pas baith gayi. Maine chay peete huye us se pucha.
Mai bola "tune bataya nahi ki tu mere bina kyo mar jayegi."
Keerti boli "tu bhi kaun si faltu ki baat lekar baith gaya. Chhod na is bat ko, koi aur bat karte hai."
Mai bola "nahi mujhe to yahi bat karni hai. Bata na tune aisa kyo kaha tha."
Keerti boli "to sun, tu mujhe sabse pyara hai. Mai chahe tujhse ladu ya naraj rahu fir bhi tere bina rahne ki mai soch bhi nahi sakti aur tujhe kuch ho gaya to mai sach me hi nahi jee paugi."
Mai bola "mujhe to aaj malum pada ki tu mujhe kitna pyar karti hai. Yadi aisa hai to tu mujhse itna ladti kyo hai."
Keerti boli "ladna jhagadna bhi to pyar ki hi ek nishani hai. Ab tu aaram kar mai jati hu."
Mai bola "baith na. Kaha ja rahi hai."
Keerti boli "Dr. ne jo dawa likhi hai wo dawa lene ja rahi hu. Jab tak mai dawa lekar aati hu tab tak tu aaram kar le. Fir aakar tujh se bat karugi."
Mai bola "akeli mat ja. Ami nimi ko bhi apne sath le ja."
Keerti boli "thik hai."
Ye bol kar keerti chali gayi aur mai lete lete keerti ke bare me sochne laga. Aaj vo sach me hi mujhe na jane kyo badli badli si lag rahi thi. Mai uske baare mehi sochte sochte na jane kab so gaya. Na jane kitni der mai sota raha. Shayad ye dawao ka hi asar tha ki mai itni gahri nind soya tha ki mujhe kuch hosh hi nahi tha. Meri nind khuli ami ke jagane se.
Ami boli "bhaiya utho na. Khana nahi khana kya.?"
Maine kasmasate huye bina aankh khole hi kaha "sone de na, Kyo paresan kar rahi hai."
Ami boli "bhaiya 10 baj gaye hai. Sab aapke jagne ka intejar kar rahe hai."
Uski bat sunkar maine aankh kholi aur time dekha to sach me 10 baj gaya tha. Sab mere kamre me hi the.
Maine kaha "chhoti maa aap log khana kha lete na. Mai jab nind se uthta to khana kha leta."
Chhoti maa boli "ye bat mujhe nahi. Apni bahno ko samjha. Dono me se koi taiyar hi nahi thi khana khane ko, aur unka sath ye keerti bhi de rahi thi. Fir bhala mai akele kaise khana kha leti."
Maine kaha "Thik hai. Ab to sab khana kha lo."
Ami boli "nahi bhaiya. aaj hum sab yahi khana khayege."
Maine nimi ki taraf dekha aur bola "tu itni chup kyo hai. Kuch bolti kyo nahi."
Nimi boli "aap log to bat hi kar rahe hai. Mujhe bahut bhuk lagi hai. Hum khana kab khayege."
Uski bat sun kar sabko hansi aa gayi aur fir keerti ne sabko khana laga kar diya aur sabne khana kaya. Khana khane ke bad keerti ne mujhe dawa di aur chhoti maa ne mere ghutne ki sikayi ki. 11 baje chhoti maa ami nimi ko lekar apne kamre me chali gayi. Keerti bhi apne kamre me gayi aur fir night suit pahan kar vapas aa gayi.
Maine pucha "tu kab aayi thi dawa lekar. Mujhe jagaya kyo nahi."
Keerti boli "mai to thodi hi der me aa gayi thi magar tu so raha tha, to socha ki tujhe sone hi du."
Maine kaha "ab khadi hi rahegi ya fir baithegi bhi."
Keerti aakar bed ke dusri taraf pair faila kar baith gayi magar kuch bol nahi rahi thi.
Maine kaha "tu chup kyo hai. kuch bolti kyo nahi."
Keerti boli "aaj papa ka phone aaya tha. Vo ghar vapas bula rahe hai. Parso se mere school khulna hai isliye vo kal vapas aane ko bol rahe the. "
Mai bola "to isme pareshan hone ki kya bat hai. Jab teri fir chhutti pade to tu fir rahne aa jana."
Keerti boli "par mai tujhe aisi halat me chhod kar kaise ja sakti hu."
Mai bola "are mujhe kya hua hai. Ek do din me to mai bilkul thik ho jauga."
Keerti mere gale lag gayi aur rone lagi.
Mai bola " kya hua tujhe, ro kyo rahi hai."
Keerti rote huye boli "nahi tu jab tak thik nahi ho jata, mai tujhe chhod kar kahi nahi jaugi."
Mai bola "thik hai baba mat jana. Mai kal mausa ji se bat kar luga. Ab rona band kar."
Meri bat sunkar keerti ke chehre par muskurahat aa gayi aur kahne lagi "ye bat pahle nahi kah sakte the. Kya mujhe rulana jaruri tha."
Mai bola "mujhe kya pata tha ki tu itni si bat par hi rone lagegi."
Keerti boli "acha ab jyada bat mat bano aur chup chap so jao."
Mai bola "abhi to mai sokar utha hu ab mujhe nind kaha aayegi."
Keerti boli "tum leto to sahi. Mai tumhe sula dugi."
Keerti ki bat sun kar mai let gaya. Vo mere sirhane par baith kar bade pyar se mere balon me apni ungliyan ferne lagi. Uske aisa karne se mujhe ek ajib si shanti ka anubhav hone laga. Mai us se kuch kahne hi wala tha ki usne apni ungliya mere hontho par rakh kar mujhe chup kara diya. Fir apne hanthon se meri aankhon ko band kar, vo fir se mere balon me ungliya ferne lagi. Uski komal ungliyon ke aehsas me kaid hokar, pata hi nahi chala ki mai kab gahri nind ki aagosh me kho gaya.
Mai gahri nind me tha tabhi mujhe mere ghutno par sikayi ka aehsas hua aur maine aankh khol kar dekha to keerti bade hi halke hantho se mere ghutne ki sikayi kar rahi thi. Maine fir aankh band kar li aur chup chap leta raha. Vo kab se sikayi kar rahi thi ye to mujhe nind me hone ki vajah se nahi malum tha, magar usne karib 10 minit or mere ghutne ki sikayi ki aur fir light band kar vapas mere pas aakar baith gayi. Kuch der mujhe koi halchal samajh me nahi aayi fir mujhe apne mathe par keerti ke naram hontho ka aehsas hua. Usne mere mathe par halka sa kiss kiya aur mujhe deere se good night bola. Fir usne mere seene par apna sar rakha aur apni ek bah se mujhe jakad kar so gayi.
Apne seene par uska sar rakha hone ke ahsas se, mujhe ik naye sukh ka aehsas hua aur mai apne aapko na rok saka. Maine apni aankh kholi aur uska chehra dekhne laga. Uske chehre ki masumiyat dekh kar mujhe us par bahut pyar aaya aur mai uske sar par hanth ferne laga. Keerti abhi soyi nahi thi. jaise hi use apne sar par mere hanth ferne ka aehsas hua. Usne bina aankh khole hi kaha.
Keerti boli "kab nind khuli."
Mai bola "abhi abhi."
Usnne apne hantho ko meri aankho par rakh kar band kiya aur boli "ab aankh mat kholna aur chup chap so jao."
Mai bola "ab nind nahi aa rahi."
Keerti kuch nahi boli. Usne apne hantho se mere muh ko band kiya aur fir mere balon me ungliyan ferne lagi. mujhe dawaiyon ka asar to tha hi aur upar se keerti ki jaduyi ungliyon ke sparsh se mai fir gahri nind me so gaya. Subah der tak mai sota raha.
Chhoti maa ke jagane se meri nind khuli. Un ne mujhe jagaya aur pucha "ab tera dard kaisa hai."
Mai bola "ab to kafi kam hai."
Chhoti maa boli "apne ghutne ko mod kar dekh jara."
Maine ghutne ko mod kar dekha magar vo sirf thoda sa muda aur fir mujhe dard hone laga.
Chhoti maa boli "rahne de. Ise thik hone me abhi samay lagega. tu abhi fresh hone jayega."
Mai bola "han."
Ye sunkar chhoti maa ne mere kapde utar diye ab mai sirf shorts me tha. Vo mujhe sahara dekar bathroom tak le gayi. Fir maine unhe jane ko kaha to unne darwaja andar se band karne ko mana kiya aur khud darwaje ko bahar se band kar diya. Chhoti maa bahut kam hi upar aati thi magar kal se unhe meri vajah se bar bar upar aana pad raha tha.
Mujhe ghutne ke na mudne ki vajah se thodi taklif ho rahi thi fir bhi mai dheere dheere fresh ho hi gaya. Fresh hone ke bad maine darwaja khatkhatya to darwaja keerti ne khola. Keerti mujhe sahara dekar bed tak le gayi aur fir usne kapde pahan ne me bhi meri madad ki. Tab tak chhoti maa nasta lekar aa gayi.
Maine puchha "ami nimi school chali gayi."
Chhoti maa boli "han chali gayi magar badi mushkil se gayi hai. Aaj to nimi ke sath sath ami bhi school nahi jana chahti thi. Fir keerti ne unko samjha kar school bheja hai."
Keerti boli "ab nasta kar lo, Tumhe naste ke bad dawa bhi khana hai."
Mai chup chap nasta karne laga aur chhoti maa mere ghutne ki sikayi karne lagi.
Chhoti maa boli "tere papa aa gaye hai."
Mai bola "aapne unhe meri tabiyat ke baare me kuch bataya to nahi."
Chhoti maa boli "abhi to nahi bataya kyoki vah subah jaldi hi office nikal gaye magar sham ko to batana hi padega."
Mai bola "nahi, unko kuch mat batana. Vaise bhi mai 1-2 din me thik ho jauga aur unhe kuch malum bhi nahi padega."
chhoti maa boli "thik hai nahi bataugi par yadi mai unke samne upar aaugi to unhe shaq to ho hi jayega ki mai bar bar upar kyo ja rahi hu."
Mai bola "aapko unke samne upar aane ki jarurat nahi hai. Waise bhi keerti aur ami nimi to hai mera khayal rakhne ke liye. Aap bas mausa ji se bol kar keerti ko ek do din ke liye or rok lijiye."
Chhoti maa boli "thik hai mai jija ji se bat kar lugi aur unse bol dugi ki keerti kuch din yahi se school chali jayegi."
Mai bola "han ye thik rahega. ho sake to kamal se kahkar keerti ka bag uniform aur scooty manga lijiye."
Chhoti maa boli "mai bag aur uniform manga leti hu. Scooty to ye meri bhi le jaa sakti hai."
Mai bola "thik hai. To aap mausa ji se abhi bat kar lijiye par unhe bhi mere accident ki bat mat batana, nahi to unse bat papa tak pahuch jayegi."
Chhoti maa boli "thik hai nahi bataugi. Ab mai niche jati hu. Mujhe bahut kaam hai."
Ye kah kar chhoti maa niche chali gayi aur naste ke bad keerti ne mujhe dawa khilayi aur fir apne kamre me chali gayi. Kuch der bad vo taiyar hokar aayi. Vo blue t-shirt aur black jeans pahne thi.
Maine kaha tujhe is jeans aur t-shirt ke alawa koi aur dress nahi milti pahan ne ke liye."
Keerti boli "mujhe iske alawa koi aur dress pasand nahi aati. Mai isi me apne aapko comfort mahsus karti hu."
Mai bola "thik hai jo tujhe acha lage tu pahan, par tu itna ban than ke kaha ja rahi hai."
Keerti boli "mai nahi hum ja rahe hai. Tu bhul gaya ki hume aaj mehul ke ghar jana hai."
Mai bola "han yar mai to bhul hi gaya tha, magar abhi to 9:30 hi baja hai. Hum itni jaldi jakar kya karege."
Keerti boli "jaldi nahi hum aaram se chalege. mai to pahle se isliye taiyar ho gayi hu, taki bad me taiyar hone me samay barbad na ho, aur hum log ami nimi ke aane se pahle nikal chale."
Mai bola "ami nimi ke aane se pahle nikalne ki koi khas vajah hai."
Keerti boli "vajah to khas hi hai. Kyoki dono badi mushkil se school gayi hai aur yadi vo aa gayi to ho sakta hai ki tujhe ghar se nikalne hi na de, isliye hume unke aane se pahle hi nikalna hoga."
Ab maine kuch nahi bola aur chup chap bed par let gaya. keerti bhi mere pas hi baith gayi aur riya se milne ke bare me puchne lagi, magar aaj na jane kyo mujhe keerti ka riya ko lekar bat karna acha nahi laga. ya yu kah lo ki mai riya ke baare me koi bat hi karna nahi chahta tha. Mai beman se keerti ki baton ka jabab deta raha par sach to ye tha ki ab mujhe riya me koi khas ruchi nahi rah gayi thi. Ye shayad keerti ke sath ka hi asar tha, jisne mere dil se riya ka sath pane ka khayal nikaal diya tha par keerti ko shayad is bat ka aehsas nahi tha. Tabhi to vah riya ki baten hans hans kar kiye ja rahi thi. Magar jab mujhse nahi raha gaya to mai khijte huye bola.
Mai bola "tujhe riya ke siwa kuch dikhayi nahi deta. Yadi use itni hi padi thi to vo khud mujhse milne kyo nahi aa gayi. Mujhe riya ke baare me koi bat nahi karni."
Mera achanak se ye badla hua roop dekh kar keerti kuch der ke liye bhaucakki rah gayi magar fir hanste huye boli.
Keerti boli "mai to tera mood fresh karne ke liye riya ki bat kar rahi thi. Agar tujhe acha nahi lagta to nahi karugi."
Mai bola "aisi koi bat nahi hai. Riya ki apni life hai aur meri apni life hai. Mai nahi chahta ki hum is baare me koi jyada bat kare. Vo apni life me khush rahe aur hum apni life me khush rahe."
Keerti boli "ok yar, ab aisi koi bat nahi karugi par tu apna mood mat kharab kar."
Iske bad hum mehul ke ghar jane ki bat karne lage. Isme kafi saara samay bit gaya aur fir 11 baje chhoti maa kahna lekar aayi. Fir maine aur keerti ne thoda bahut khana khaya aur chhoti maa ne mere ghutne ki sikayi ki aur fir maine un se mehul ke ghar jane ki bat ki to un ne mana nahi kiya. Keerti ne mehul ke ghar chalne ki bat puchi to maine kaha chalo. Fir vo aur chhoti maa mujhe sahara dekar niche le aayi. Chhoti maa ne pucha tujhse chalte to ban raha hai na. To maine kaha han, ab mujhse thoda bahut chalte ban raha hai. Un ne kaha thik hai jara tu chal kar bata. Mai dheere dheere chal kar scooty tak pahucha. Keerti ne mujhe scooty par bithaya aur fir aaram aaram se scooty chalane lagi. Karib aadha ghante bad hum mehul ke ghar pahuche. Keerti ne mujhe scooty se sahara dekar utara aur fir mehul ke ghar ki doorbell bajayi.