TRICK NOVEL IN HINDI ( By Ved Parkash Sharma)

Gudiya ki sab ko
RAM RAM - Satsri-akaal - Salaam
" ab jaakar vijay naam ka oonth aaya hai pahaad ke nichey !" Transmitter off kartey nusrat ne kaha !
Tuglak bola --" magar oonth ko abhi patta nahi laga hai ki woh pahad ke nichey aa chuka hai !"
"Meri samjh mein kuch nahi àa raha ki aap dono batein kya kar rahe hain !" Uss shaksh ne kaha jiske jisam par police kaptaan ki vardi thi !
Lahore police ka kaptaan tha woh Jo kehta chala gaya -- "VIKAS ne markesh ko maar daala ! Ussey , Jo hamara main mohra tha ! Or aap khush ho rahe hai !"
"Woh shaksh jiska naam VIJAY hai ! Sari duniya ussey VIJAY D Great yunn he nahi kehtey miyaan ! Woh kisi chhoty motty sazish ke jhansey mein nahi àa sakta tha ! Isliye sazish kafi lambi rachni paddi ! Aisi , jiske kadam - kadam par woh kewal or kewal wohi sochey Jo hum suchwana chahtey the!"
Above from story Trick
VIJAY
Vikas
Alfansey
Nusrat
Tuglak
Harry
Jackky series ka ek dhamaakedaar visfotak novel..
Ved parkash sharma no 1 writer
Chhoty si gudiya koshish kar rahi likhne ki , haan itna kahungi isko siraf hastey huye manorajan ke liye padey !!!

Re: TRICK NOVEL IN HINDI ( By Ved Parkash Sharma)
Update no 1.......
Harsharan shastri !
Pradesh ki satta-dhari party ka ek vidhayak !
Kewal vidhayak !
Mantri-padd tak nahi tha uss par !
Magar pillti itni thi ki cheif minister tak woh he karta Jo woh chahta tha ! Iss baat ko sab jantey the issiliye uske darbaar mein fariyadiyon ki bheed raha karty thi !
Parntu uss din !
Subha ke 5bje se muslaadaar barish ho rahi thi !
Shayad issiliye -- darbaar khali tha !
Harsharan kursi par pasra padha tha !
Kareeb 10 bje !
Darwaze par ahaht hui !
Harsharan ki tandra bhang hui or..... Aankhein khultey he 'tarr' hogayi ! Ek yubak-yubti ne abhi abhi drawing room mein parvesh kiya tha !
Sambhalkar baith gaya woh!
Aankhein yubak par nahi, yubti par ..... Balki yubti par bhi nahi-- uske joban par tikki hui thi ! Reshmi sarhi pehne hui thi ,Jo bheegh Jane ke karan gadraye jisam se chipak gayi thi ! Jisam ka ek ek kataw saaf najar aa raha tha !
Safaid libas mein sangmarmar ki nahai - si pratima najar aa rahi thi woh !
Balouse jheena tha, bheegha huya !
Andar pehne bastar ka design tak saaf chamak raha tha !
Yubti ne pallu durusat kiya !
Magar Harsharan ki najrein !
Uff !
Jaise cheer dalna chahti thi har kapdey ko !
Laar tapak gayi ! Madmast ho utha ! Bola --"aaiye ! Aaiye !"
Yubak-yubti dono ne namskaar kiya !
Harsharan ki najrein yubti ki Chattano par thi !
Yubti bhaanp gayi !
Laaz or jhainp ki surkhi daud gayi chehrey par !
Seep si palkein jhuki !
Harsharan ko uski badhi badhi aankhein nazar aani band hogayi ! Bohat muskil se khud ko sambhala usne ! Sambhalkar bola -- "baithiye !"
Yubak-yubti samney padhi kursion mein se do par baith gaye !
"Kahiye , kon hai aap ? Kaise padharey ?"
Yubak ne kaha --" mera naam ajeet hai ! 95 baich ka I.A.S hu !"
"Oh, gud !"
"Kai saal se aisi jAjeet padha saddh raha hu sir ki .....!"
Khele khaye Harsharan ne uski baat poori hone se pehle kaha -- " D.M ban-na chahtey ho !"
" ji ji " aapki kripa hojaye tau...!
"Tau?"
"Main har keemat dene ko tyàar hu !"
Harsharan ke honthon par arth-pooran Muskaan ubri -- "har keemat ?"
"Jo aap chahein !"
Harsharan ne yubti ki traf ishara kar ke poocha --"yeh kon hai ?"
"Meri wife !"
"Oh !" Harsharan ka dhyaan pehli baar uske mastak par lagi surkh bindi or sindoor se bhari maang par gaya ! Bola --"tumhara naam ?
" nisha !" Ajeet ne kaha !
Harsharan ne tapaak se poocha -- " yeh bol nahi sakty kya ?"
" j... Ji nisha !" Yubti ne kaha !
" thank God !" Harsharan ne mano bohat dair se ruki hui saans chhodi -- "main tau samjha goongi hai ! Itni sunder ladki .... Or goongi ! Dukh ki baat thi na !"
Ajeet kewal muskura kar reh gaya jabki nisha khil-khila kar hass padhi !
Ajeet ne kaha -- " mera kaam hojayega na sir !"
"Jilla bolo !"
"Ji .. Ji ?"
"State mein bohat jilley hai ! Kon sa chahiye ?"
"Sir , Rajnagar mil jaye tau.... !"
"Ok ! Do din baad tum Rajnagar ke D.M hogey!"
"Thanks ! Thank you sir !"
" sookhey thanks se kaam nahi chaleyga dost !"
"J... Ji !"
" niyukti hone par mithai ka dibba pohanchana hoga !"
" oh ! Achha jaroor sir !" Marey khushi ke Ajeet ka bura haal tha !
" dusrey netaon ki trha mujhe noton ki nahi, logon ke vishwas , pyaar or dosti ki jaroorat hai Ajeet -- bolo dosti karogey mujhse !"
" k... Kaisi baat kar rahe hai sir ? Kahan aap ? Kahan main ?"
"Kyun Bhai ? Aisa kon sa lamba chauda farak hai hum mein or tum mein ? Dono he do tangon par chalne waley janwar hai !"
Thhakka laga kar hass padha Ajeet ! Bola -- " sir ! Bohat achhey hai aap !"
"Khush ho na !"
"Bohat sir ! Bohat ! "
" or tum ?" Harsharan ne Apni aankhon mein nasha bharkar bola nisha ko !
Nisha itna he keh saki --"khush hu !"
"Ahsaan ke bhojh taley dabbey dono ne Harsharan ko baar baar naman kiya or chaley gaye ! Harsharan ko nisha ki bal khati kamar uske chaley Jane ke baad bhi najar aati rahi !
all sweet friends for & five star & enjoy first update

Ajeet mithai ka dibba lekar aaya !
Woh Akela he tha !
Nisha ko sath na dekhkar Harsharan ko kheejh si hui !
Gussa bhi aaya , magar zahir nahi kiya !
Ajeet ne pair chhooye !
Mithai paish ki !
Harsharan ne poocha -- "bhabhi nahi aayi ?"
"Woh kaam mein busy thi !"
Harsharan ne toh li --" tumne tokka nahi hoga !"
" kai baar kaha sir, lekin boli - mujhe packing karni hai !"
"Oh achha !" Harsharan hanssa --" yani sookhey dibbey se tarkane ka irada hai !"
" aisi baat nahi hai sir ! Aap Kehkar tau dekhiye ! Main aapki har sewa karne ko tyàar hu !"
"Dinner hojaye aaj ka !"
"Pakka sir pakka, kahan Lena pasand kareingey !"
"Tumhare ghar !"
Jhatka sa khaya Ajeet ne ! Moonh se nikla --" g.... Ghar ?"
"Koi aitraaz ?"
" n...nahi sir, mmm... Mujhe kya aitraj hosakta hai ?"
"Ek sharat or hai !"
" sssss ... Shart?"
" banane - bunane ke chakkar mein bhabhi ko nahi dalogey bhabhi ko tum ! Khana kisi hotel se manga Lena !"
" y...yadi hotel se he khana hai sir tau ......!"
" samjha karo yaar !" Harsharan ne aankh marne ke sath Ajeet ke kandhey par hath rakha -- " neta aadmi hu ! Hotel ya baar mein khulam - khulla tau nahi pee sakta na !"
"Oh , samjh gaya ! Samjh gaya sir ! Kon si lete hai ?"
" thrraa ,shudder desi !"Harsharan ne kaha -- " meri samjh mein aaj tak yeh baat nahi aayi ki jab apne mulk mein deshi ghee ko sabse shhud or behtreen mana jata hai tau madira videshi achhi kaise hosakty hai ?"
Ajeet ka moonh khula ka khula reh gaya !
Ussi raat !
Harsharan kareeb 9bje unke ghar pohncha ! Dono ne garam joshi ke sath sawagat kiya !
Nisha halkey gulabi rang ki shifaan ki sarhi pehne hue thi ! Mukhdey ka poora makeup !
Woh damak rah tha !
Magar Harsharan ki aankhon ke liye chumbak ka kaam kar raha tha nisha ka seena !
Nisha...... Or shayad Ajeet bhi taad gaya tha ki woh kya dekh raha hai !
Tabhi tau uska dhyaan wahan se hatane ke liye Ajeet ne kaha --" aaiye sir, ander aaiye !"
Ander kadam rakhta huya Harsharan bola -- "ek salha du bhabhi ?"
"Ji kahiye !"
"Kala teeka laga liziye ek !"
"Kyun ?" Nisha ke honthon par chanchal Muskaan kheli !
"Najar se bachne ke liye jaroori hai !"
"Chhodiye bhi Bhai sahab ! Kyun bnaa rahe hai mujhe ?"
" Banaa raha hu Matlab ?"
" aisa kya hai mujh mein Jo mujhe najar lageygi ?"
"Heerey ki chamak se heerey ki nahi, johri ki aankhein chkkachond hoti hai ! Aap heera hai , hum johri, issiliye humse poochiye -- gulabi sarhi mein gulaab ka phool lag rahi hai aap ! Jaroor yoga karti hongi Jo jisam ko itna nappa tulla bna rakha hai or yeh makeup ---- sach kahu bhabhi, aapko kisi makeup ki jaroorat nahi hai ! Uss din barish mein dhulla dhulla mukhda dekha tha ! Aisa lagta tha -- jaise gulaab oss mein naha kar chala aaya ho !"
Nisha khil-khila -- "aap tau taad ke paidd par poora chada kar maneiygey mujhe !"
" tum ho iss layak ! Janti ho -- tumharey mukhdey par sabse aakarshak kya hai ?"
"Kya hai ?"
"Yeh aankhein -- yeh honth !"
"Do cheezein ?" Nisha hanssi !
"Dono ! Inka combination ! Main faisla nahi kar paa raha dono mein aakarshak kya hai ? Seep si, khaas chamkne wali aankhein ya pyaase najar aatey adhar !"
Ajeet ko Harsharan ke moonh se apni wife ki tareef achhi nahi lav rahi thi , shayad issi liye iss baar woh nisha se pehle bol padda -- " pehle kya laingey sir ?"
Harsharan uske manobhaw samjhkar muskuraya , bola -- " wohi Jo khane se pehle lete hain !"
Uske baad !
Peene pilane ka daur chala !
Harsharan tau khair tanker tha !
Ajeet jaroor hosh khone laga !
Or ant mein Bagair khana khaye ludak gaya !
Ab ghar mein siraf nisha or Harsharan the !
Ajeet hoker bhi nahi tha !
Nisha ne kaha -" inhein peene ki aadat nahi hai Bhai sahab !"
"Sorry bhabhi !" Harsharan ne nakli dukh jataya !
"Kya aap inhein bedroom tak pohanchne mein meri madad kareingey ?"
"Kyun nahi ?"
Nisha Ajeet ko uthane ke liye jhuki !
Pallu niche girr gaya !
Harsharan ke Pau 12 hogaye !
Aankhein kampit kabootro par chipak gayi !
Nisha ne bhanpa !
Jhenpi ! Or pallu vapas dhakka !
Ajeet ko ek traf se nisha e pakda , dusri traf se Harsharan ne ! Iss baar nisha ne pallu nahi sarkne diya ! Woh ussey bedroom tak le aaye ! Bed par litaya or chadar daal di !
Ab......
Woh husan Harsharan ke samney tha jisey hasil karne ka faisla usne nisha par pehli najar padtey he kar liya tha ! Bed ke ek traf nisha khadhi thi , dusri traf Harsharan !
Ajeet ka bhojh uthakar Lane ke karan nisha hanff rahi thi !
Seene ka uthav giraav Harsharan ke liye jaan leva ban gaya !
Bola-- " ek baar fir mafi chahta hu bhabi , meri vajha se ......!"
" sharminda na karein Bhai sahab !"
Jane ka irada nahi tha Harsharan ka, uske bawjood kaha -"chalu !"
"Khana tau kha liziye !"
"Iski iss halat ke khana lageyga tau azeeb he, lekin.... !"
"Lekin ?"
"Idhar khana waist jayega udher mere pait mein sari raat chuhe kabbadi khelte raheingey !"
Yeh bakya Harsharan ne mahol ko halka - fulka bnaney balki nisha ko hansi dilane ki garj se kaha tha ,parantu ussey iss waqt thodi hairani hui jab hasna tau door nisha muskurai tak nahi !
Chehrey par Bagair koi bhaw liye darwaze ki or badti hui boli --"aaiye !"
Harsharan ka poora dhyan uski bal khati kamar par tha !
Nisha darwaza paar kar gayi !
Chumbak se kheenche lohe ki trha woh bhi drawing room mein pohncha !
"Aap baithiye !" Nisha ne kaha -- " main khana lagakar aati hu !"
Kuch dair Harsharan khadha raha !
Nisha khana laga rahi thi !
Woh darwaze par thithka !
Nisha ne apni peeth par uski Aankhon ki chuban mehsoos ki !
Woh palti !
Harsharan muskuraya ! Nisha ghabrai ! Simti or pichey ki traf Hatti !
Magar moonh se kuch na boli !
Thoda lapak kar, Harsharan ne usey bahon mein bhar liya !
...............