Mein dekhaa usse ankita kahin nhi milli..Garmi mein pasina pasina ho gaya thaa
Ankit

Baat nhi..Par jab tak apko sorry nhi bolunga mein chain se baith nhi paungaa…
(fir uske dimag ki light on hui….Usne har jagh dekha lekin computer lab mein nhi dekha…)
Vo fauran bhagta huaa..Ek ke baad ek lab mein dekhne laga..Aur akhirkar lab 4 mein ek computer
Pe ankita baithi hui dikh gayi usko..
Pith thi ankita ki ankit ke samne…..Stylish blouse aur vo sundar kamar koi bhi dekh lee toh bass
Uska toh band hee baj jayee….
Ankit bina permission liye andar ghus gaya aur ankita ke pass pahuch kee..
Ankit :- excuse me mam?
Ankita ne computer pe kam karna band nhi kiya aur bina mudee..
Ankita :- yes ??
Ankit :- mam.. I am sorry…
Iss baar ankita ne kam choda…Aur apni gardan piche modii..Usne specs laga rhe the.E..Aur vo usme
Baht cute lag rhi thii..
Ankita :- sorry … Why sorry?
Ankit :- mam kal mene apse ache se baat nhi karri isliyee..Uske liye i am
Ankita :- look ankit…We are teacher student..Toh aisi baaton ka koi matlb nhi hai…
Ankit sun ke shock ki akhir ye kya hua achank …Lekin fir usne bade thande dimag se kam liya..
Ankit :- i knw mam…Mein bhi ek student ki hasiyat se he bol raha hun…Mujhe pata hai mene kal
Batmeezi se baat kri isliye uske liye sorry bol raha hun..
Ankita :- itss ok..Now u can go (straight forward answer dete hue)
Ankit ko sun ke thoda dukh hua aur ajeeb bhi lagaaa….
Fir usne apna bag khola aur usme se kuch nikal kee…Ankit ki computer ki table ki side mein rakh
Diyaa….
Ankita ne unn chizon ko dekhaa aur fir ankit se puchne hee walli thii..Ki ankit bol pada..
Ankit :- mam kal jo apne number diya thaa vo mene bina padde…Hee yahin lab ke bahr faink
Diya thaa…..Baht galt kiya tha mene..I am really very sorry…Aur ab mein kabhi bhi padai ke alwa
Koi dusri baat nhi karungaa….Hav a nice day mam..
(nirasha bharre sawr mein bol kee vo vahn se nikal gaya)
Ankita ne ankit ki rakhi hui chizon ko dekhaa..Jo ki ek card thaa aur ek rose thaa..
Ankita ne vo card uthaya …. Usse kholaa … Vo ek sorry card thaa…Aur usme ek chota sa note tha..
Ankita usse padne laggi…
Vaisi toh ek student ko teacher ke liye ye sab karna shayad hee pasand aye kisi ko..
Kya likhun..Kuch samjh nhi aa raha…Par itna hee kehna cahunga ki i am very sorry..Mein kabhi kisi
Ko hurt nhi karna cahta aur unko toh bilkul nhi jinhe mein pasand karta hun..Ajeb lagta hai padna
Ye..Lekin kya ek student aur teacher freind nhi ban sakte..Kyun nhi ban sakte..Mein apko ek freind ke
Natte ye card aur sath mein rose diya..Jaise kal apne mujhe freind ke natte apna number diya thaa
Aur mein bevkuf usse faink diyaa…Baht bada pagl hun mein..
Khair ankita mam please ho saake toh iss kabadi student ko aap maaf kar dengi…Sorry…
Ankita ke cehre pe ek muskurahat aa gayi ye padh kar..
Ankita :- pagl kahin kaa..Ek number ka natunki hai ye ladkaa…..(fir uss card ko aur rose ko bag mein
Dal deti hai)
Ankit muh latka ke college se bahr nikal gaya … Ankita ke cehre pe uske liye ek alag hee expression
Dekh ke vo thoda dukhi ho gaya thaa….Ab uska man nhi kar raha tha ritika ke ghar janne kaa..
Tabhi usne socha ki aaj ke liye phone kar ke mana kar deta hun ritika ko…Aur phone nikal ke
Contacts mein se ritika ko call karne hee jaa raha thaa ki tabhi uske phone pe call aa gaya…
Ankit :- un known number….. Kiska hogaa….
(sochte hue pick karta hai)
Ankit :- heloo..
Dusri taraf se…..Helo ankit..Thank u so much..
Ankit soch mein pad gaya thank u..Lekin ye awaz janni pehchani si kyun lag rhi haii…
Aree..Itna mat socho…Tumhare card aur flower ke liye thanks vaisie toh iski jarurat nhi thi lekin tumne
Ek teacher aur student ke bich mein ek freinds ka relatipn rakha vo pasand aya mujhee….
Oo teri kii ankita mam ka phonee…..Ankit andar hee andar itna kush ho gaya ki usse kuch samjh nhi
Aa raha thaa ki bole kyaaa….
Ankita :- kya huaa…U are there ?