एक अनोखा बंधन--15
गतान्क से आगे.....................
आदित्य थोड़ा पहले पहुँच गया. वो मंदिर के बाहर उसी पेड़ से कंधा लगा कर खड़ा हो गया जहा वो 2 घंटे पहले ज़रीना के साथ खड़ा था.
जब उसने ज़रीना को आते देखा तो एक प्यार सी हँसी बिखर गयी उसके होंटो पे. उसकी निगाहे बस ज़रीना पर ही फिक्स हो गयी.
ज़रीना आदित्य को अपनी तरफ एक-तक देखते हुवे शर्मा गयी. नज़रे झुकानी पड़ गयी उसे आदित्य के कारण. जब वो पास आई तो आदित्य से बोली, "ऐसे क्यों देख रहे थे मुझे"
"क्यों क्या मैं अपनी जान को देख नही सकता?"
"देख सकते हो पर टकटकी लगा कर देखता है क्या कोई." ज़रीना ने कहा.
"मैं तो अपनी ज़रीना को ऐसे ही देखूँगा" आदित्य ने कहा.
"इस बॅग में क्या है?" ज़रीना की नज़र आदित्य की पीठ पर टँगे बॅग पर गयी.
"है कुछ समान. हाथ आगे करो"
"क्यों क्या बात है. और तुमने क्या छुपा रखा है अपने हाथ में पीछे"
"हाथ करो ना आगे ज़रीना प्लीज़"
"अछा लो बाबा" ज़रीना ने हाथ आगे कर दिए.
आदित्य ने एक पॉलितेन बॅग ज़रीना के हाथ पर रख दिया.
"क्या है ये?"
"खोल कर देखो" आदित्य ने मुश्कूराते हुवे कहा.
"वाउ जीन्स...तुम मेरे लिए जीन्स लाए." ज़रीना की आँखे चमक उठी.
"हां, पसंद है ना तुम्हे बहुत. यही पहन कर चलना"
"लेकिन इसके उपर क्या पहनूँगी मैं."
"उसका भी इंटेज़ाम है." आदित्य ने अपनी पीठ से बॅग उतारा और उसे खोल कर एक ब्लू कलर का टॉप ज़रीना को थमा दिया.
"वाउ...तुम्हारी चाय्स तो बहुत अछी है."
"जीन्स मुंबई में खरीदी थी. टॉप यही से लिया." आदित्य ने कहा.
"पर पहनूँगी कहा ये कपड़े. कोई जगह तो होनी चाहिए."
"ओह...इस बात पर ध्यान नही दिया मैने. जीश होटेल में रुका था वाहा से चेक आउट भी कर लिया."
"चलो कोई बात नही. मुझे जल्दी ले चलो घर. मैं तड़प रही हूँ उस ताले को खोलने के लिए."
"यहा से हम देल्ही जाएँगे. एक टॅक्सी बुक करा ली है. रात देल्ही में उसी होटेल में रुकेंगे जहा पीछले साल रुके थे. कल सुबह 10 बजे की फ्लाइट है."
"ह्म्म ठीक है."
"चलें मेरी जान. लेट हो रहे हैं"
"हां चलो...पर टॅक्सी कहा है."
"टॅक्सी थोड़ी दूर खड़ी है. यहा तक नही आ सकती थी. आओ चलें." आदित्य ने ज़रीना का हाथ थाम लिया.
"मेरा हाथ क्यों पकड़ लिया. छ्चोड़ो कोई देख लेगा." ज़रीना ने कहा.
"देख लेने दो. अपनी जान का हाथ थामा है किसी गैर का नही."
"एक बात शन लो. ये जीन्स उस जीन्स के बदले में है जो तुमने मेरे उपर कीचड़ उछाल कर गंदी कर दी थी. अभी बस हिसाब बराबर हुवा है."
"पता है मुझे. उस दिन के कारण जीन्स ड्यू थी मुझ पर. तुम कहोगी तो हमारी फॅक्टरी में सिर्फ़ तुम्हारे लिए जीन्स बनेगी."
"अछा" ज़रीना ने हंसते हुवे पूछा.
"हां." आदित्य ने भी हंसते हुवे कहा.
कुछ ही देर में वो टॅक्सी तक पहुँच गये और बैठ गये एक दूसरे के साथ.
"ज़रीना एक ज़रूरी बात थी. कब से दिमाग़ में घूम रही है. पर तुमसे बाते करते हुवे इतना खो जाता हूँ कि वो बात ध्यान से निकल जाती है."
"बोलो आदित्य."
"मैं कोमा से उठ कर तुम्हारी मौसी के घर गया तो उन्होने बताया कि तुम गायब हो. एमरान का भी कुछ आता पता नही किसी को. क्या बताओगि मुझे कि क्या हुवा था उस दिन. और एमरान कहा है?"
"आदित्य घर चल कर बात करें" ज़रीना ने कहा.
आदित्य समझ गया कि ज़रीना ड्राइवर के सामने बात नही करना चाहती.
टॅक्सी प्यार में डूबे दो दीवानो को लिए देल्ही की ओर बढ़ रही थी. रास्ते में एक ढाबा दीखाई दिया तो आदित्य ने ड्राइवर से कहा," भैया रोक दो इस ढाबे पर."
ड्राइवर ने ढाबे पर कार रोक दी.
"आओ ज़रीना कुछ खा लेते हैं."
"हां बिल्कुल...मुझे बहुत भूक लगी है."
बैठ गये एक टेबल पर आदित्य और ज़रीना.
"चिकन कढ़ाई खाएँगे आज हम दोनो."
"क्या पागल हो गये हो तुम. मैं नही खाउन्गि. मैने लिखा था ना तुम्हे कि मैने नोन-वेज छ्चोड़ दिया है"
"हां तो मैने भी तो बताया था कि मैने नोन-वेज शुरू कर दिया है."
"आदित्य प्लीज़. कोई ज़रूरत नही है तुम्हे ये सब करने की. अब खाने के उपर कोई बहस नही चाहती मैं. उस दिन की लड़ाई के बाद आज मिले हैं हम. कुछ सीखना चाहिए हमें इन बातो से."
"मज़ाक कर रहा हूँ जान.हां अब हम इस बात पर लड़ाई नही करेंगे. अछा तुम ऑर्डर दो."
ज़रीना ने मिक्स वेज और दाल मखनि ऑर्डर कर दी.
एक अनोखा बंधन compleet
Re: एक अनोखा बंधन
"ज़रीना जब तक खाना आए तब तक तुम मेरे सवाल का जवाब दे सकती हो."
ज़रीना ने आस पास नज़र दौड़ाई.
"चिंता मत करो कोई नही सुनेगा हमारी बातें." आदित्य ने कहा.
"सुनो फिर" ज़रीना ने कहा.
ज़रीना के शब्दो में:-
"मैं मौसी के घर से निकल कर छुपते-छुपाते रेलवे पहुँच गयी. मुझे बहुत डर लग रहा था. मुझे एमरान का डर था. जब ट्रेन आई तो चुपचाप चढ़ गयी मैं. मुझे लगा ख़तरा टल गया है. मैं टाय्लेट करने के लिए उठी. सोचा फ्रेश हो कर आराम से सो जाउन्गि अपनी सीट पर. लेकिन जब मैं टाय्लेट पहुँची तो मेरे होश उड़ गये. एमरान खड़ा था वाहा. वो शायद दूसरे डिब्बे से आया था. मुझे देखते ही वो आग बाबूला हो गया.
"मेरी मुहब्बत को भुला कर उस काफ़िर के साथ ब्याह रचाने का प्लान है तेरा हा. तुझे जींदा नही छ्चोड़ूँगा मैं. देखता हूँ कैसे जाती है तू उस काफ़िर के पास."
उसने मेरा गला दबोच लिया आदित्य. मेरा दम घुटने लगा था. मेरी आँखो के आगे अंधेरा छाने लगा था. बिल्कुल दरवाजे के पास ही दबोच रखा था उसने मुझे. मगर आदित्य मुझे उसके हाथो मरना मंजूर नही था. मेरी जींदगी पर तो तुम्हारा हक़ है ना आदित्य.
मैने पूरा ज़ोर लगा कर उसे पीछे ढकैला. किसी को कुछ नही पता था कि वाहा क्या हो रहा है. मैं अकेली जूझ रही थी उस से.
मैने उसे पूरा ज़ोर लगा कर इतनी ज़ोर से धक्का दिया कि वो लूड़क गया और वो संभाल नही पाया. केले का छिलका पड़ा था वाहा उस पर शायद पाँव पड़ गया था उसका. वो…वो…ट्रेन से बाहर फिसल गया आदित्य. मैं बस देखती रही. सब कुछ इतना अचानक हुवा कि मैं कुछ भी नही कर पाई. जब तक मैं आगे बढ़ कर उसे संभालने की कोशिस करती तब तक वो ट्रेन से नीचे गिर चुक्का था. ट्रेन फुल स्पीड पर थी. मुझे नही पता कि क्या हुवा होगा एमरान का. शायद…शायद वो…” ज़रीना सूबक पड़ी.
“बस….बस…जो हुवा उसके लिए खुद को दोषी मत मानो. सब होनी का खेल है.”
“पर मैने उसे धक्का दिया था आदित्य.”
“तुम अपने आप को बचा रही थी. तुम्हारी जगह कोई भी होता तो ऐसा ही करता. हां मुझे भी दुख है एमरान के लिए. उसकी बहन से मिल कर आया था मैं. उसका घर बिखर गया है.”
“मैं कातिल तो नही हूँ ना?”
“पागल हो क्या. किसी और को तो नही बताई तुमने ये बात”
“नही बस आज तुम्हे बताई है. इस बात के कारण मैने मौसी को भी कोई खत नही लिखा. डर था कि कही मुझे खूनी ना करार दिया जाए.”
“भूल जाओ सब कुछ. जो होना था सो हो गया. लो खाना आ गया. आँसू पोंछ लो अपने और खाने का आनंद लो. भगवान सब भली करेंगे. वैसे तुम यहा जीन्स पहन सकती हो. लॅडीस टाय्लेट में जाओ और चेंज करके बाहर आ जाओ.”
"देखती हूँ. पहले खाना खा लूँ."
आदित्य को सब कुछ बता कर ज़रीना का मन हल्का हो गया. मगर वो अंदर ही अंदर इस बात से परेशान हो रही थी कि उसके कारण एमरान का परिवार बिखर गया.
“ज़रीना खाना ठंडा हो रहा है, छ्चोड़ो भी अब, जो होना था सो हो गया. मुझे भी दुख है…पर अब हम कर भी क्या सकते हैं.”
“मेरे कारण एमरान के घर में तबाही आ गयी. मैं पूरा साल इस बात को लेकर परेशान रही हूँ कि मेरे कारण एमरान ट्रेन से नीचे गिर गया. अब जब तुमने बताया कि एमरान गायब है उसी दिन से तो अब तो ये पक्का ही है कि वो अब इस दुनिया में नही है. मैने उसे मार दिया आदित्य. ये ठीक नही हुवा.”
“बहुत कुछ हुवा हम दोनो के साथ ज़रीना जो की ठीक नही था. मेरे पेरेंट्स गोधरा कार्नेज में मारे गये, क्या वो ठीक था. उसके बाद दंगे भड़क गये और तुमने अपने पेरेंट्स और छोटी बहन को खो दिया..क्या वो सब ठीक था.”
“वो सब तो ठीक है पर..”
“क्या पर, हम दोनो का प्यार हुवा और फिर हम छोटी सी बात पर लड़ कर जुदा हो गये…क्या वो सब ठीक था.”
“तुम नही समझ सकते आदित्य, मेरी आँखो के सामने गिरा था वो ट्रेन से नीचे और मैं कुछ भी नही कर पाई थी.”
“तो कर लेती कुछ…बचा लेती उसे…वो तुम्हारा शुक्रिया नही करता बल्कि तुम्हे मार देता. उसकी इंटेन्षन बिल्कुल ठीक नही थी. हां मैं मानता हूँ कि जो भी हुवा ग़लत हुवा. पर उस वक्त तुम कर भी क्या सकती थी. अपनी जान बचाने के लिए तुमने उसे धक्का दिया. तुम्हारी जगह कोई भी होता तो वो ऐसा ही करता. अब वो फिसल गया ट्रेन से तो इसमें तुम्हारी ग़लती नही है.”
“अछा छ्चोड़ो आदित्य चलो खाना खाते हैं…सच में ठंडा हो रहा है खाना.” ज़रीना ने मुश्कूराते हुवे कहा.
“आ गयी याद खाने की अब…” आदित्य भी मुश्कुरा दिया.
“हां चलो जल्दी खाते हैं. मेरे ख्याल से काफ़ी लंबा सफ़र बाकी है अभी.”
“हां अभी तो सारा ही सफ़र बाकी है. लेकिन खाना आराम से खाते हैं.” आदित्य ने कहा.
क्रमशः...............................

Ek Anokha Bandhan--15
gataank se aage.....................
Aditya thoda pahle pahunch gaya. Vo mandir ke baahar ushi ped se kandha laga kar khada ho gaya jaha vo 2 ghante pahle zarina ke saath khada tha.
Jab ushne zarina ko aate dekha to ek pyar si hansi bikhar gayi ushke honto pe. Ushki nigaahe bas zarina par hi fix ho gayi.
Zarina aditya ko apni taraf ek-tak dekhte huve sharma gayi. Nazre jhukaani pad gayi ushe aditya ke kaaran. Jab vo paas aayi to aditya se boli, "aise kyon dekh rahe the mujhe"
"kyon kya main apni jaan ko dekh nahi sakta?"
"dekh sakte ho par taktaki laga kar dekhta hai kya koyi." zarina ne kaha.
"main to apni zarina ko aise hi dekhunga" aditya ne kaha.
"ish bag mein kya hai?" zarina ki nazar aditya ki peeth par tange bag par gayi.
"hai kuch samaan. Haath aage karo"
"kyon kya baat hai. Aur tumne kya chupa rakha hai apne haath mein peeche"
"haath karo na aage zarina please"
"acha lo baba" zarina ne haath aage kar diye.
Aditya ne ek polythene bag zarina ke haath par rakh diya.
"kya hai ye?"
"khol kar dekho" aditya ne mushkuraate huve kaha.
"wow jeans...tum mere liye jeans laaye." zarina ki aankhe chamak uthi.
"haan, pasand hai na tumhe bahut. Yahi pahan kar chalna"
"lekin ishke upar kya pahnungi main."
"ushka bhi intezaam hai." aditya ne apni peeth se bag utaara aur ushe khol kar ek blue color ka top zarina ko thama diya.
"wow...tumhaari choice to bahut achi hai."
"jeans mumbai mein kharidi thi. Top yahi se liya." aditya ne kaha.
"par pahnungi kaha ye kapde. Koyi jagah to honi chaahiye."
"oh...ish baat par dhyaan nahi diya maine. Jish hotel mein ruka tha vaha se check out bhi kar liya."
"chalo koyi baat nahi. Mujhe jaldi le chalo ghar. Main tadap rahi hun ush taale ko kholne ke liye."
"yaha se hum delhi jaayenge. Ek taxi book kara li hai. Raat delhi mein ushi hotel mein rukenge jaha peechle saal ruke the. Kal subah 10 baje ki flight hai."
"hmm theek hai."
"chalein meri jaan. Late ho rahe hain"
"haan chalo...par taxi kaha hai."
"taxi thodi dur khadi hai. Yaha tak nahi aa sakti thi. Aao chalein." aditya ne zarina ka haath thaam liya.
"mera haath kyon pakad liya. Chhodo koyi dekh lega." zarina ne kaha.
"dekh lene do. Apni jaan ka haath thama hai kisi gair ka nahi."
"ek baat shun lo. Ye jeans ush jeans ke badle mein hai jo tumne mere upar kichad uchaal kar gandi kar di thi. Abhi bas hisaab baraabar huva hai."
"pata hai mujhe. Ush din ke kaaran jeans due thi mujh par. Tum kahogi to hamaari factory mein sirf tumhaare liye jeans banegi."
"acha" zarina ne hanste huve pucha.
"haan." aditya ne bhi hanste huve kaha.
Kuch hi der mein vo taxi tak pahunch gaye aur baith gaye ek dusre ke saath.
"zarina ek jaroori baat thi. Kab se deemag mein ghum rahi hai. Par tumse baate karte huve itna kho jaata hun ki vo baat dhyaan se nikal jaati hai."
"bolo aditya."
"main coma se uth kar tumhaari mausi ke ghar gaya to unhone bataaya ki tum gaayab ho. Emran ka bhi kuch ata pata nahi kishi ko. Kya bataaogi mujhe ki kya huva tha ush din. Aur emran kaha hai?"
"aditya ghar chal kar baat karein" zarina ne kaha.
Aditya samajh gaya ki zarina driver ke saamne baat nahi karna chaahti.
Taxi pyar mein dube do deewano ko liye delhi ki aur badh rahi thi. Raaste mein ek dhabba deekhayi diya to aditya ne driver se kaha," bhaiya rok do ish bhabbe par."
Driver ne dhabbe par car rok di.
"aao zarina kuch kha lete hain."
"haan bilkul...mujhe bahut bhuk lagi hai."
Baith gaye ek table par aditya aur zarina.
"chicken kadhaayi khaayenge aaj hum dono."
"kya paagal ho gaye ho tum. Main nahi khaaungi. Maine likha tha na tumhe ki maine non-veg chhod diya hai"
"haan to maine bhi to bataaya tha ki maine non-veg shuru kar diya hai."
"aditya please. Koyi jaroorat nahi hai tumhe ye sab karne ki. Ab khaane ke upar koyi bahas nahi chaahti main. Ush din ki ladaayi ke baad aaj mile hain hum. Kuch seekhna chaahiye hamein in baataon se."
"majaak kar raha hun jaan.Haan ab hum ish baat par ladaayi nahi karenge. Acha tum order do."
Zarina ne mix veg aur daal makhni order kar di.
"zarina jab tak khana aaye tab tak tum mere swaal ka jawaab de sakti ho."
Zarina ne aas paas nazar daudaayi.
"chinta mat karo koyi nahi shunega hamaari baatein." aditya ne kaha.
"shuno phir" zarina ne kaha.
Zarina ke shabdo mein:-
"main mausi ke ghar se nikal kar chupte-chupaate railway pahunch gayi. Mujhe bahut dar lag raha tha. Mujhe emran ka dar tha. Jab train aayi to chupchaap chadh gayi main. Mujhe laga khatra tal gaya hai. Main toilet karne ke liye uthi. Socha fresh ho kar araam se sho jaaungi apni seat par. Lekin jab main toilet pahunchi to mere hosh ud gaye. Emran khada tha vaha. Vo shaayad dusre dibbe se aaya tha. Mujhe dekhte hi vo aag babula ho gaya.
"meri muhabat ko bhula kar ush kaafir ke saath byaah rachaane ka plan hai tera huh. Tujhe jeenda nahi chhodunga main. Dekhta hun kaise jaati hai tu ush kaafir ke paas."
Ushne mera gala daboch liya aditya. Mera dam ghutne laga tha. Meri Aankho ke aage andhera chaane laga tha. Bilkul darvaaje ke paas hi daboch rakha tha ushne mujhe. Magar aditya mujhe ushke haatho marna manjoor nahi tha. Meri jeendagi par to tumhaara haq hai na aditya.
maine pura jor laga kar ushe peeche dhakaila. Kishi ko kuch nahi pata tha ki vaha kya ho raha hai. Main akeli jhunj rahi thi ush se.
Maine ushe pura jor laga kar itni jor se dhakka diya ki vo ludak gaya aur vo sambhal nahi paaya. kele ka chilka pada tha vaha ush par shaayad paanv pad gaya tha ushka. Vo…vo…train se baahar phisal gaya aditya. Main bas dekhti rahi. sab kuch itna achaanak huva ki main kuch bhi nahi kar paayi. Jab tak main aage badh kar ushe sambhaalne ki koshis karti tab tak vo train se neeche gir chukka tha. train full speed par thi. mujhe nahi pata ki kya huva hoga emran ka. Shaayad…shaayad vo…” zarina subak padi.
“bas….bas…jo huva ushke liye khud ko doshi mat maano. Sab honi ka khel hai.”
“par maine ushe dhakka diya tha aditya.”
“tum apne aap ko bacha rahi thi. tumhaari jagah koyi bhi hota to aisa hi karta. Haan mujhe bhi dukh hai emran ke liye. ushki bahan se mil kar aaya tha main. Ushka ghar bikhar gaya hai.”
“main kaatil to nahi hun na?”
“paagal ho kya. Kishi aur ko to nahi bataayi tumne ye baat”
“nahi bas aaj tumhe bataayi hai. ish baat ke kaaran maine mausi ko bhi koyi khatt nahi likha. Dar tha ki kahi mujhe khuni na karaar diya jaaye.”
“bhool jaao sab kuch. Jo hona tha so ho gaya. Lo khana aa gaya. Aansu ponch lo apne aur khane ka aanand lo. Bhagvaan sab bhali karenge. vaise tum yaha jeans pahan sakti ho. ladies toilet mein jaao aur change karke baahar aa jaao.”
"dekhti hun. pahle khana kha lun."
Aditya ko sab kuch bata kar zarina ka man halka ho gaya. magar vo ander hi ander ish baat se pareshaan ho rahi thi ki ushke kaaran emran ka parivaar bikhar gaya.
“zarina khaana thanda ho raha hai, chhodo bhi ab, jo hona tha so ho gaya. mujhe bhi dukh hai…par ab hum kar bhi kya sakte hain.”
“mere kaaran emran ke ghar mein tabaahi aa gayi. Main pura saal ish baat ko lekar pareshaan rahi hun ki mere kaaran emran train se neeche gir gaya. ab jab tumne bataaya ki emran gayab hai ushi din se to ab to ye pakka hi hai ki vo ab ish duniya mein nahi hai. maine ushe maar diya aditya. Ye theek nahi huva.”
“bahut kuch huva hum dono ke saath zarina jo ki theek nahi tha. mere parents godhra carnage mein maare gaye, kya vo theek tha. ushke baad dange bhadak gaye aur tumne apne parents aur choti bahan ko kho diya..kya vo sab theek tha.”
“vo sab to theek hai par..”
“kya par, hum dono ka pyar huva aur phir hum choti si baat par lad kar juda ho gaye…kya vo sab theek tha.”
“tum nahi samajh sakte aditya, meri aankho ke saamne gira tha vo train se neeche aur main kuch bhi nahi kar paayi thi.”
“to kar leti kuch…bacha leti ushe…vo tumhaara shukriya nahi karta balki tumhe maar deta. Ushki intention bilkul theek nahi thi. haan main maanta hun ki jo bhi huva galat huva. Par ush vakt tum kar bhi kya sakti thi. apni jaan bachaane ke liye tumne ushe dhakka diya. Tumhaari jagah koyi bhi hota to vo aisa hi karta. Ab vo phisal gaya train se to ishmein tumhaari galti nahi hai.”
“acha chhodo aditya chalo khaana khaate hain…sach mein thanda ho raha hai khaana.” Zarina ne mushkuraate huve kaha.
“aa gayi yaad khaane ki ab…” aditya bhi mushkura diya.
“haan chalo jaldi khaate hain. Mere khyaal se kaafi lamba safar baaki hai abhi.”
“haan abhi to saara hi safar baaki hai. lekin khaana araam se khaate hain.” Aditya ne kaha.
kramashah...............................