love story-TUNE MERE JANA,KBHI NHI JANA-xossip
Re: love story-TUNE MERE JANA,KBHI NHI JANA-xossip
UPDATE 67-
Aarti sahil ki bat pr thodi serious si ho gayi......
"Aisa kuchh nhi hai ....life m bahut sare log milenge ...aur bahut se mujhse achchhe bhi honge....meri jagah aisi kya hai jo koi nhi le sakta ????? ""Aarti ne sahil k udas chehre ko gaur se dekhte huye kaha.
"Tum mere liye kya ho ye mai kaise batau ...chhodo kabhi mauka mila to bta dunga ...lekin ye nischit h ki tumhari jagah jo mere dil me hai wo koi nhi le sakta "" sahil bhi apni bat par adig tha lekin is bar usne life me kya jagah ke sthan pr dil me kya jagah hai sabd ka pryog kiya tha ....janbojh kar ya bhawnao me behkar ??? Kah pana muskil hai.
" mama aap jante ho dil me wo jagah kise di jati hai " ???? Aarti ne mano dhamaka kiya ho , sahil ka chehra fukk pad gya .lekin uske dil me koi mail nhi tha ,,,,sirf pyar tha isliye uske sabdo me vishwas dilane ki kshamta thi...
" nhi mai nhi janta ......lekin itna janta hu ki dil me sabse khas jagah use di jati hai jo dil ke sabse karib hota hai ....dil ko jispar ykeen hota hai aur jiske liye kuchh bhi kar jane ko jee chahta hai ......fir chahe wo koi family me ho , dost ho ya mahbooba ho" sahil ki bat me kuchh aisi bat thi ki aarti kuchh pal bas use dekhti rah gayi.
" mama aap bahut achchhe ho " aarti aur kuchh kuredna nhi chahti thi lekin sahil ki sachchhai par uski tarif kiye bina n rh saki.
"Tu bhi bahut ahchhi hai, sabse achchhi " sahil ne saf sabdo me aarti ki tarif ki .
" sach mama??? Mai sabse achchhi hu ????" Aarti sahil ki tarif se kafi khus huyi aur chhote bacchho ki tarah khanakte huye boli.
" ha bhai , ab itni rat ko itni achchhi coffe mili hai ,to thodi tarif to banti hai na ...ab aage bhi to cooffee banwani padegi na " sahil ne use fir chhed diya .
" koi achchhe nhi ho aap...ullu ho ...junglee ullu ...samjhe.... ha nhi to ...bas bate jane kaha se jadu karne wali sikh rakhi hai " aarti badbadate huye room se chali gayi jabki sahil ki hasi use aur gussa dila rhi thi.
Aarti ke jane ke bad sahil fir se padhai me lag gya.

UPDATE 68-
Sahil aur aarti ki pyar bhari takrar ab ek naye khoobsoorat rishte ka rang akhtiyar kar rhi thi ...lekin dono hi abhi is bat se anjan the ....aur ab intzar tha us khoobsoorat hadase ka jo un dono ko is bat ka ahsaas dilata .
Jaise jaise sahil ka exam pas aa rha tha , uski mehnat aur jyada badhti ja rhi thi ......aarti uske khane peene ka pura khyal rakhti...ab exam me keval 15 din rah gaye the ...sahil is samay aarti ko nhi padhata tha .....bas puri tarah se padhai m hi leen tha ....
" aarti , mujhe bahut tension hoti hai exam ki aur fir result ki " ek din sahil aaryi ka hath apne hatho me lekar bola .
" tension kyu???? Sab achchha hoga ...mai hu na aapke pas " aarti pyar se use sambhal leti ...aur uski itani si tassalli se sahil ke dil ko bahut himmat mil jati .
Dheere dheere sahil ke exam bhi suru ho gaye ...kul 5 din exam the aur har din 2 paper hote the ....dono paper subjective ....sahil ne puri imandari se exam diye ...aur aaj final paper hone ke bad wo ghar pahucha tha .
" aa gya mera bachcha ...kaisa kamjor ho gya hai is padhai ke chakkar me " didi ne pyar se use apne pas sofe par bithate huye kaha .
Sahil kuchh nhi bola ..aartt bhi whi thi .....
" kaisa hua mama paper ?? " aarti ne puchha .
" achchha hua hai "
" chalo fir intrview ki taiyari m lg jao ....mains to nikal gya samjho " sahil aarti ki bat par bas halka sa muskura kar rah gya ....par didi nhi ...
" ai ladki chup rah tu ...itne dino se paglo ke jaisa padh rha h mera bachchha ...ab thode din aaram karne de ...beta kuchh din kitabe side me rakh ...thoda ghoom fir....logo se mil ...ja kahi baha ghoom aa agar dil kare to "
Aarti didi ki bat se chup ho gyi aur sahil use dekh kar muskura diya ...
" ha didi dekhta hu .....abhi to thodi der sounga ..." sahil ki aankhe jyada der jagne ki vajah se lal ho rhi thi ...
" ha ,tu fresh ho ja ma khana whi lati hu "
Sahil kha peekar soya to neend rat ke 8 bje aarti ke jagane par khuli ....
" kya mama itti der se so rhe ho .....chalo utho ..ab dinner ka time ho rha hai ...."
" bas thodi der ..." sahil ne rajai me fir se ghuste huye kaha ....
" plz uth jao na ....mummy papa packing kr rhe hai aur mai akele pagal ho rhi hu "
Is bar sahil ne muh bahar nikalkar use dekha ......
" kyu kahi ja rhe hai kya ......" sahil ne ek aankh kholte huye puchha .
" ab jago tab to pataa chale .....sab log to bas ghode bechkar sote hai par aapne hathi , hiran, sher bandar sab bech diye hai ...aise so rhe ho " aarti ne tunak kar jwab diya. Sahil ko uski bat par hasi aa gyi...aur wo aarti ke sath niche aa gya ...
thodi der bad wo niche sab logo ke sath baithkar khana kha rha tha jab didi ne bataya ki wo kisi relative k yha ja rhe hai jinke yha kuchh din pahle kisi ki death ho gyi thi ....aur ab wo whi ja rhe the .....wo log pune ja rhe the ....3-4 din bad hi aana tha .....
" sahil tum aur aarti ladai mt karna ....aur time se kha lena ....man kare to khana banaa lena nhi to bahar se order kar dena ....aur rat ko gate time se lock kar lena ..." didi subah nikalne se kuchh der pahle dono ko hidayat de rhi thi ...
" mummy aap apne bhai ko samjha do ki mujhse na laden ....m to kabhi nhi ladai karti pahle " aarti ne massom sa muh banakar kaha .
"Achchha???? " sahil ne use ghoora .
"Bas bassss...mana kar rhi hu aur fir se dono suru ho gye ....mujhe pta hai tum dono hi doodh ke dhule ho .....pta nhi kab bade hoge dono ....ab chup raho " didi ki bat sunkar dono chup ho gaye lekin aankho hi aankho me ladai ka elan ho chuka tha.
Jeeja chupchap is ladai ke mje le rhe the ....
" achchha bhai sale sahab !! Milte hai fir 4 din bad ...bike ki chabhi ye rhi ...kahi aana jana ho to ghoom aana .....aur hm to bas yhi kahenge ki ladai to karna par ekdusre ke bal mat ukhadna " jeeja ne haste huye aakhri bat kahi .
" papa !!! " aarti unke gale lag gyi .
Thodi der bad ghar me sirf aarti aur sahil the ...samne television chal rhi thi aur dono rajai me ek sath baithe the

UPDATE 69-
MEGAUPDATE
Sahil aur aarti ke bich aaj fir ladai huyi thi..whi remote aur channel ko lekar ..aur parinam bhi whi hua tha …aarti ki jeet aur sahil ki har aur ek bar fir aarti movie dekhne me lagi thi …movie thi “ KUCH KUCHH HOTA HAI”.
Sahil ko bhi wo movie pasand thi so wo bhi baith kar dekhne lag …viase bhi kl hi exam khatm hua tha to thodi masti to banti thi…thodi der bad movie me wo scene aata hai jab class me teacher Rahul ( Yani sharukh khan ) se puchhati hai ki pyar kya hai uar SRK ka wo famous answer “ Pyar dosti hai”…..anayas hi Aarti ki nazren sahil ki or uth jati hai jo usi ki or dekh rha tha aur dono ke man me ek hi sawal tha “ kya wakayi pyar dosti hai ??????????”
Aarti ki nazre khud bakhud jhuk gayi aur sahil ko rahul aur anjali ke dosti ke rishte me apni aur aarti ki dosti ki jhalak dikhne lagi…
“par rahul to anjali se pyar karta tha bas use pta nhi tha us samay ..to kya mai bhi aarti se???….aur kya aarti bhi mujhse ???? nhi..nhi ..mai bhi bevkoof kaha real life ko reel life se mix kar rha hu….wo to bas acting kar rhe hai…. Lekin story sach bhi to ho sakti hai….ha bilkul sach ho sakti hai …aakhir isme galat hi kya hai….””
Sahil apni hi socho me ghum tha …mano use khabar hi nhi thi ki aarti bhi uski hi bagal me baithi thi…aarti ne chehra uthakar ek bar fir sahil ki or dekha jo kisi aur hi duniya me ghum lag rha tha .
Film me kajol ko pta chal chukka tha ki rahul teena se pyar karta tha aur ab wo rahul se door ja rhi thi aur film ka superhit gana aa rha tha “ tujhe yad na meri aayi,kisi se ab kya kahna”
Sahil puri tarah se us film me doob chuka tha qki use film ki story apni story lag rhi thi aur is samay khud ko rahul aur aarti ki anjali samjh rha tha aur ……………sahil ne teji se aarti ko apni baho me bhar liya …
“nhi tum mujhe chhod kar mat jana …kabhi bhi mat jana …mai tumhare bina jee nhi paunga “
Aarti Sahil ke is bartav se bhauchakka rah gayi…use kuchh der tak samjh me nahi aaya ki sahil ko kya hua..aur thodi der bad jab samjh me aaya to…..aarti ko samjh me nhi aa rha tha ki wo kaise react kare ..wo samjh chuki thi ki sahil kya soch rha hai…lekin kisi nateeje par nhi pahuch paa rhi thi agar wo khud ko anjali samjh le to kya kare…usne kuchh nhi kiya…sahil kisi bachche ki tarah us se lipta hua tha…mano usne aarti ko chhod diya to wo sachmuch chali jayegi ….
“mama” aarti ne television band kar diya sahil ko pukara..sahil ne aankhe band ki huyi thi aur aarti ko pakada hua tha.usne koi jwab nhi diya ya shayad suna hi nhi .aarti ne fir se pukara” mama” aur sahil ke sar ko pkadkar khud ko chhudane ki kosis karne lagi.
T.V band ho chukka tha aur ab kamre me bilkul sannata tha aur sahil ki chetna mano wapas aa gayi thi …wo jhat se aarti se alag ho gya …kuchh pal uski aankho me dekhta raha aur jab ahsas hua ki usne kya kar diya to ow utha aur daudata hua apne kamare me chala gya ….darwaza andar se band karke bistar par pad gya ….
“hey bhagwan mujhe maf kar do .ye mai kya sochne laga tha ….kaise mai khud ko aur aarti ko us film ke role ke roop me soch sakta hu???? …thik hai ki wo meri dost hai lekin mai kaise bhool sakta hu ki wo bhanji hai meri ?? kya muh dikhaunga mai aarti ko ab ….jane kya soch rhi hogi wo mere bare me…” sahil k man me lakho vichar aa rhe the aur yhi hal shayad aarti ka bhi tha .
“ mama mujhe anjali ki jagah rakhkar soch rhe the …kitne buddhu hai wo bhi …lekin kahi mama mujhe pyar to nhi …………….aur kahi mai bhi to …..” aarti ne apne aap se sawal kiya aur dil ka jwab sunkar mano use apne aap par hi yakeen na hua ….dil ke har ek gali ,har kooche me sahil ka aksh maujood tha …bachpan se lekar jawani tak jis sakhs ne maa baap se badhakr use samjha tha us se lagav hona to lazami tha ..lekin dil uski chahat me dhadakne lagega,is bat ka andaza shayad aarti ko nhi tha.
Sahil ke sath bitaye din aarti ke jahan me kisi film ki tarah chalane lage ..bachpan me gaon me aarti ki koi aisi zid nhi thi jo sahil puri na karta, uske muh se nikli har khwahish sahil us tak pahuchata, jyadar bar sabki jankari me aur kayi bar sabse anjaane me…fir jawani ke din ya shayad carrer ke din..jab aarti har man chuki thi aur uske sapne dam todte nazar aa rhe the to ek bar fir se sahil unmen naye rang bharne laut aaya tha….
“ wo shakhs jo apni zindagi me ab tak har jung jeet ta aaya tha kyu us masoom si ladaki se har ladai itani aasani se haar jata hai…jiske chehre par jeet ki koi kha khusi nhi dikhti , Q uske chehre par us se haarane ki khusi chamakati hai…Q sahil uski har zid puri karta hai …kyu uske liye sare ghar walo se lad jata hai…kyu uske sapne ko pura hota dekhne ke liye khud ke sapne ki parwah nhi karta ….aur kyu sahil ne kaha tha ki tumhari jagah meri zindagi me koi nhi le sakta ????????????????” sahil ki har bat par aaj aarti ko pyar aa rha tha .
“ achchha jee ! to aap hamare pas hokar bhi kisi aur ke ho gaye aur hame khabar tak nhi hone di …..aakhir dil ki bhi kya galti …jab koi shakhs is kadar aapko chahega to dil uski chahat ka deewana ho hi jayega….” Aarti apne man me sochate huye muskurayi.mano apne dil se bat kar rhi ho aur dil ki daleelo se har chuki ho .
Aarti ka man mayoor nach rha tha …uska jee kar rha tha ki wo khub jor jor se chillaye aur sahil ko I LOVE U bole …khoob nache ,gaye ..lekin sharm ka parda use aisa karne se rok rha tha .aarti behad khus thi …rajai ke andar ghus kar kabhi muh andar kar le rhi thi …fir bahar kar leti …kuchh sochati,sharmati fir khud se hi chhupne ki kosis me fir se chehra rajai me chhupa leti .
Idhar sahil ke man me bhi vicharo ka toofan chal rha tha …..
Aarti uski dost se thodi jyada thi is bat ka ahsas to use tha lekin is had tak wo uske dil par kabja kar chuki hai iski ummed nhi thi ..aarti uski chahat ban chuki thi ..aarti ko anjali ke roop me door jata dekhakr wo apne hoso hawas kho baitha tha ….aarti usko zindagi ,uski zaroorat ban chuki thi.
Sahil ke ankho ke samne fir whi drishya aa jate hai jisme aarti us se door jar hi hai ….” Nhi mai tumhe nhi jane dunga ..kisi bhi keemat par nhi …rahul ko to anjali dubara mil jati hai ,par meri kismet utani achchhi nahi hai ,mai janta hu …”
Sahil ke antarman me ek dwand chal rha tha …man ke kisi vidrohi hisse se aavaz aayi “ par rahul aur anjali ka rishta dosti aur pyar ka tha…lekin tumhara aur aarti ka khoon ka rishta hai …bahnji hai wo tumhari …dost to bad me bani hai …kya anjaam hoga is rishte ka.?? Aur kya hoga agar aarti ki dosti bhi nhi rahi to …wo kaun sa tumse pyar karti hai …aur agar karti bhi hai to kya duniya is rishte ko manegi…kya didi manenegi …kay jeeja manenge ???”
dil ke us chhote se vidrohi hisse ki aavaz ab pure dil par havi ho rhi thi aur sahil ke man me KUCHH KUCHH HOTA HAI film ek naye roop me chal rhi thi …jisme sahil rahul ki jagah tha aur aarti anjali ki jagah …lekin ab is film ka koi ant na tha …koi kahani nhi thi.
“ mujhe is bat ko yhi bhool jana chahiye ,,mujhe khood ko aarti se alag karna hoga ..use bhoolana hoga..us se door jana hoga …agar kahi aarti ke man me bhi whi ahsas jag gaye jo mere man me hai to aarti kaise bardash karegi hamari judai ko …nhi-nhi …maine to hamesa uski khusi chahi hai fir mai use itna bada gham kaise de sakta hu …is se pahle k bat aur age badhe mujhe kuchh karna hoga …mai sab kuchh khatm kar dunga …mere dil ki aavaz aarti tak kabhi nhi pahuchegi….bas ek bar aarti ka MBBS me ho jaye fir mai us se door chala jaunga …bahut door ..kabhi wapas na aane ke liye “
kitna nadan tha sahil..use nhi pta tha ki dil ki bat kisi ke dil tak pahuchane ke liye sabdo aur juban ki zaroorat nhi padti ..dil ki apni hi juban hoti hai jis par kisis ka pahra nhi hota .
sahil aur aarti dono ke man me ye bat aa chuki thi ki wo k dusre ko pyar karte hai ..bas dono ko is bat ka poora yakeen nhi tha ki dusra bhi us se pyar karta hai...lekin ek antar tha ..jaha sahil is rishte ko khatm karna chahta thaaur iska koi future nhi dekhta tha whi aarti Is rishte se behad khus thi …use bas ek hi bat ki fikar thi ki sahil bhi use chahta ho?? Anjam ke bare me usne socha bhi nhi tha…ek bar bhi nhi . dono ki manjil kathin thi aur raste ekdam alag.