GUROOR AUR HAWAS - a long hindi sex story

Discover endless Hindi sex story and novels. Browse hindi sex stories, adult stories ,erotic stories. Visit theadultstories.com
User avatar
admin
Site Admin
Posts: 1587
Joined: 07 Oct 2014 07:28

Re: GUROOR AUR HAWAS - a long hindi sex story

Unread post by admin » 13 Jan 2016 08:50

Ins.jainuddin aur dr.riya... Dr. Shama se ek ummid ki aas lekar wapsi kar lete hai...

Idhar shama ke zehan me apne sohar ki kartooton ko lekar kai saare sawaalat umad rahe the...
Wo apne nikah ke guzista dinon ko yaad kar rahi thi....
Uasye koi bhi din aisi yaad nahi aarahi thi jisko wo apne sohar ke saath bitaye hue muhabbat ke yaadgar lamhon me gujari ho...
Wo to do saal aise hi gujari hai jaise usne nikah karke apni zindagi ko ek jimmedari sounp di ho...
Bas ek rasm ki tarah kabhi-kabhar bistar par unko apna jishm se khelne ki ijazat de deti... Aur wo bhi uske jishm se apni matlab pura karke ek rishta ka rashm nibha leta tha...
Na hi kabhi muhabbat ke kuch alfaz unke kano ko sunne ko mili..aur na hi kabhi muhabbat ke kuch ahesaas paida hua ...
Bas ek rashm..
Bas ek jimmedari..
Bas ek naam ka rishta...

Ussye behetar to divya hai... Jisne do hi dino me uske jishm me ek aisi pyaas jaga di thi.. Jisko bujhane ke liye uska jishm har pal divya ko hi pukarti thi..
Aaj bhi din ko usne uske jishm ko yun jhanjhod kar rakh di thi.. Ki ab tak jishm me wo meetha sa dard mahesoos ho rahi thi..

Kya sajid ek shemale se bhi badd'tar hai..?
Kya sajid namard hai..?
Nahi ...wo hai to mard hi hai ...
magar unki ayyasi, doulat ki chahat aur apni kursi ki taqat ka GUROOR unki mardanagi ko feeka kar diya hai...unki muhabbat ko itna kamzor bana diya hai..ki koi bhi kashish kahi bhi nahi rah... Na hi jishm ki pyaas bujhane me... Aur na hi mann ki muhabbat ubharne me...

Usye ab shirf Sohorat chahiye... Usye to ab shirf doulat chahiye...

Usye to shayad wo lazzat ka nasha chahiye .... jo apni taaqat se cheen kar milti ho...
Chahe us lazzat ko paane ke liye dusro ki zindagi barbad ho jaye...
Chahe us lazzat ko pane ke liye dusron ke ghar tabah ho jaye...

Ye to insaniyat nahi...insaniyat ke bhesh me haiwaniyat hai...

Aur aise haiwaan ke saath koi zindagi kaise guzaar sakti hai...

Aise haiwaan par koi kaise apna samajh kar raham ki nigah se dekh sakti hai...

Kya guzri hogi us aurat par jiska sohar jhute ilzam me jail me pada ho ...aur phir uske saath .... Wahi log jisne uske sohar par zulm kiya...apni chand lamhon ki lazzat pane ke liye uski aabroo ko tar-tar kar diya ho...
Aur shirf islye uski zindagi cheen li ho.. ki un haiwaanon ki kaali kartoot zinda gawahi ban kar logo ke darmiyaan na rahe....

Uff...ye kaisi haiwaniyat hai... ?

Ek taraf mazloomiyat ke intiha ho gai..
Aur dusri taraf zulmiyat ki ....

Aur wo jalim koi aur nahi... Wo hai jiske saath mera wo rista hai jise duniya ka sabse karibi risht kaha jata hai..

Magar ab nahi.....
Ab to insan ko haiwaan se insan banna hoga..

Agar nahi ban sakte to halaaq hona hoga....

ya kam se kam jail ki char diwari tak pahunchna hoga...

Jo insan apni lazzat ke liye dusre insan ko tabah-va-barbaad kar sakta ho...
Apni chand roshni ke liye...
Dusron ke asiyaane me aag laga sakta hai...
wo kabhi kisi ka apna nahi ho sakta...

To mai kyu un par aitbaar karu...?
Mai kyu unse wafa karke unki bewafai ke liye raasta kholun...?

Ab to bas ek hi baat samajh me aati hai...
Jo zulm mere sohar ne kiya hai uski saza usye har haal me dilwani hai...

Us mazloom ko insaf dilana hai jis par mere sohar ke haiwaniyat ne bijli giraai ho...

Us mazloom ko insaf de kar.. Usye batana hoga ki insaniyat haiwaan ko khatm karne ke liye... Rishton ka tol-mol nahi karti....
Chahe kitni bhi karibi rishta ho... Insan hamesha insaf ka saath dene ke liye rishton tak qurbaan kar deti hai...

Haan...mai aise haiwaan se rishta tod kar uski kaali kartuton ka parda faash karoongi....

Chahe uske liye mujhe kuch bhi karni pade..
Chahe apne aap ko kisi bhi aag me jhonkna pade...
Mai mazloom ko insaf dila ke rahungi...
Mai zalimo ko shalakhon ke peeche bhijwa ke rahungi...
...........


Ek chingari shulag chuki thi...
Bass... Thodi si ek hawa ka jhonka ...aur phir.... Shola bhadakne me der nahi thi....
Magar ab ye shola kisko apni aagosh me lene waali hai... ?
Ya phir rishto ke jazbat me bahekar bujh jane waali hai ...?
Ye to aane wala waqt tai karegi....

Ek taraf Haiwaniyat sar chad kar bol raha tha....

Aur dusri taraf us haiwaniyat ko khatm karne ek nazuk si phool ab angar ban kar barasne ko tayyar thi..
..................

User avatar
admin
Site Admin
Posts: 1587
Joined: 07 Oct 2014 07:28

Re: GUROOR AUR HAWAS - a long hindi sex story

Unread post by admin » 13 Jan 2016 08:50

Shama apni kursi me take lagai aage-peeche jhoolti hui ek bahot hi gaheri soch aur fikr me khoi hui thi...

Usye is baat ki ahesaas tak nahi thi ki waqt kafi nikal gai hai...

Aam-tor se shama kabhi itni der hospital me nahi raheti..
Lekin aaj...!

Haan..aaj to aur bhi bahot kuch tabdili aai thi..
Aur wo tabdili Shama ki zindagi me tabdili laane wali tabdili thi..

Apne hi sohar ke khilaf bagawat ki tabdili..
Ek gundaraj ko khatm karne wale irade ki tabdili..
Magar kaise..?

Wo to ek kamzor si aurat hai...!
Aur jisse muqabla hai wo ek bahot badi taqat ka malik..!
Un logo ke paas to kursi aur tajurbe ki taqat hai....
Aur inke paas shirf ek pukhta irade ke siwa kuch bhi nahi...

Ins.jainu aur dr. Riya to kahe kar chale gaye...
Magar ab jo kuch bhi karni hai wo to shama ko hi karni hai...
Shirf akeli shama ko..!
Kisi se ye baat bata bhi to nahi sakti..
Kisi se madad le bhi to nahi sakti...
Yahan tak ki kisi se ye baat bata kar aage karna kya hai ye planning bhi nahi bana sakti...

Bana sakti hai na planning..!
Ek sathi hai na uske paas bhi...
Shama ke zehan me ek naam ubhar aai
Divya..!

Tabhi chamber ke darwaze pe hui awaaz shama ki soch me rok laga deti hai..

Shama :- .kon..!...ander aajao..?
Darwaza khulte hi samne channu ko dekh shama ek pal to sihar gai...pata nahi kyun ..

Shama:- kaho channu kya baat hai ?
Channu :- mem sb. ...wo aap ab tak ghar nahi pahunchi to divya ne mere yaha aakar mujhse yahan aakar dekhne ko kaha..ki aap itni der kyu kar di ..
Shama :- h..ha...haan mai nikal rahi hu....tum night shift wale se kahdo ki mera office ko aakar band kar de..main nikal rahi hun...

Channu staffroom ki taraf chala jata hai..
Aur Shama apni ghar ki taraf...

Divya Shama ke aate hi..
Divya :- kya baat hai mem itni der laga di..?

Shama :- kuch nahi Divya ...bas wo ins.jainu aur dr.Riya se baat ho rahi thi ..

Divya :- kya baat hui mem..?

Shama Divya ko sari kargujari sunati hai...
Divya sari baat sunn lene ke baad ... Thodi sanjida ho jati hai...
Usye Shama ki baat sunnkar yun lagta hai ki ab to Shama mem.. Kuch kar gujarne ki thaan li hai...

kuch der khamoshi ke baad...

Shama:- un mazloom par jo julm hua wo waqai mere sohar ki wajah se hua hai.. Aur mai aise haiwaan se rishta bhi rakhna nahi chahati...ab tum hi batao Divya ...mai kaise un mazloom ko unka haq dilaun... Mai kaise un darindo ko shalakhon ke piche pahunchane me ins. Jainu ka saath du....?

Divya :- mem... Jab aapne mujhe is qabil shamji ki mai aapko koi salah de sakti hun to... to mai aapko ek hi salah deti hun ...aur wo ye ki lohe ko loha hi kaat'ti hai..aur shatir apradhi ko khatm karne ke liye... Aap ko bhi shatir chaal chalni hogi...

Shama:- wo kaise...?

Divya:- sabse pahele aap jazbaat ko kaabu me rakhe... Apne sohar ki galation ko dil me hi chupakar unse rista qayam rakhe.. Aur ye samajhne ki koshis kare ki... aapke sohar ki taqat uski kursi hai... aur isi kursi ki wajah se Raghu jaisa don aapke sohar ka istemal galat kaamo me karta hai...jara socho agar aapke sohar us ilaqe ka incharge nahi hota to raghu usye daana bhi nahi daalta.. Aur appke sohar ke jyadatar apradh ya to raghu ki wajah se kar raha hai ...ya raghu ke liye kar raha hai.. Agar raghu aur aapke sohar ke beech jhagda ho jaye to in dono ki taqat aadhi ho jayegi.. Uske baad dono hi ek dusre ka pol kholta rahega ek dusre ka apradh ka raaz jab kholega to dono hi shalakhon ke peeche nazar aayega..

Shama:- wow... Bahut behetreen plan hai... Magar in dono ko jhagda karayega kon ...aur kaise...?

Divya :- Aap.. Aur aapke paas jo husn ki hatyaar hai wo hatyaar mardon ki sbase badi kamzori hai...

Shama:- kya kahena chahati ho tum..?

Divya :- yahi ki aap apne husn ka waar raghu par karke usye apna ghulaam bana lo..phir wo aapke sohar ka dushman khud ban jayega...

Shama :- na..na..ye kaam mujhse nahi hogi.. Mai apna jishm aise darindo ke hawale nahi kar sakti...

Divya:- to phir irada ko shirf apne dil me hi adhura khwaab ki tarah chupaye rakho... Mem..aap kuch bhi nahi kar sakti...

(Kuch der ki khamoshi ..)

Divya:- aap ke sohar ne us shitara par jo zulm kiya hai ..uske badle to agar aap kisi gair mard se usye saza dilane ke liye chud bhi jayegi to aap ka ye chudna ek bahut badi insaniyat ki mishaal hogi ... Aur raghu aapke sohar ke khouf se aap ke raaz ko kabhi zaahir nahi karega...

Shama:- kya bakwas karti ho Divya.... Mai ye kaise kar sakti hun..?
Divya:- aap hi kar sakti ho mem... Aap agar husn ka ek jalwa dikha di to raghu jaisa patthar bhi aap ke saamne paltu kutta ban kar dum hilata firega.. Kasam se mem aap cheez hi aisi ho... Aur waise bhi aap pyaasi bhi bahot ho.. Aapki pyaas to raghu jaise mard ko bhi paani -paani kar degi...

Shama :- ...Divya... tum bol to rahi ho badi aasani se ....lekin ye kaam kitni mushkil aur khatarnak hai tumhe kuch andaza bhi hai...? Agar sajid ko ya kisi aur ko pata chal jaye to kitni badnami hogi... Aur ...aur wo Raghu jaise jaalim agar meri chudai karega to kya aitbar hai ki wo mujhe blackmail nahi karega.. Aur kya aitbar hai ki wo apni hawas pura karne ke baad mujhe zinda chhod dega...

Divya:- aisa kuch bhi nahi hoga mem...Aapko blackmail karne ki aap usye noubat hi nahi aane degi... Aur wo tareeka mai aapko bataoongi..... aur raha aapko marne ki wo aisa kabhi kar hi nahi sakta kyu ki usye sabse zyada faida aapke sohar se ho raha hai.. Jab aap uske saath dosti kar logi to aap ye zaahir karogi ki aapke sohar se aap bahot khafa ho aur nafrat karti ho ...aur aap Raghu ke liye apni sohar ko bhi thukrane ko tayyar ho..... Aur ek baat yaad rakhe... Ki apradhi kabhi kisi ka dost nahi hota ...wo shirf ek dushre se fayeda uthane ke liye hi dosti ka dhong karte hai... isse aapko ye fayeda hoga ki wo aapse sajid ki raaz ki baate maloom karna chahega...aur aapse usko itna fayeda hogi ki wo aapko ek kanta bhi chubhne nahi dega.... Aur waise bhi aapki jaisi hoor ko to koi patthar bhi choomne aur chodne ki khwab dekhega....

kaheti hui Divya apni jagah se uthti hui Shama ke kareeb badhti hai... Jise dekh ek baar to shama ki hawas ubhri ...phir...achanak uske zehan me shitara par hui zulm aur uske ghar walon par dhaaye kahar ki aandhi umad padti hai...

Divya kareeb pahunch kar shama ke dono kandho par apni haath sahelati hui :- hai..hai..kitni sexy hai meri mem.. Raghu to aapki choot ki bheek gidgida kar mangega..he..he..he..

Shama Divya se apne aap ko chhudwati hui :- nahi Divya... Aaj mera zehan theek nahi hai...

Divya:- chhodo mem... wo to aapke sohar ne gunah kiya hai.. Aap usko saza bhi dilwayegi... Lekin iski saza aap apni is khubsoorat jishm ko pyaasi rakh kar kyu de rahi hai...

Shama :- ..wo baat aur hai... Usko saza to mai jaroor dilwaungi... Magar is waqt meri zehani haalat theek nahi hai Divya... Pls... Baad me dekhti hun..

Divya Shama se alag hoti hui :- theek hai mem ...aap ki marzi ke khilaaf mai kuch nahi karungi...

Shama :- tum to aaj raat channu se milne waali thi na...?

Divya :- wo aaya tha...

Shama: - phir...?

Divya:- usne ye kahekar mujhe nazarandaz kar diya ki uski bahu ki kal maut ho gayi hai... islilye wo bahot dukhi hai...

Shama :- kyaaa...uski bahu...?

Shama kuch der jameen me nazre ghadaai kuch sochti hai...aur aahiste awaaz me bolne lagi....

Shama :- jail me pannu hai..... Kal uski biwi shitara ki rape aur murder hui... Aur....aur yahan channu...?.... Pannu ...channu... ?..kahin aisa to nahi...?

Divya :- kya-kya bak rahi ho mem...?

Shama:- nahi mai bak nahi rahi... Divya..Tum jaldi se channu ko yahan bulao... Main kuch puchna chahati hun unse..
......

______________________________

User avatar
admin
Site Admin
Posts: 1587
Joined: 07 Oct 2014 07:28

Re: GUROOR AUR HAWAS - a long hindi sex story

Unread post by admin » 13 Jan 2016 08:50

Divya Shama ki baat par thodi hairan to hoti hai...magar Shama ki baat ki dhridta ko dekh kar khamoshi se ghar se bahar nikal padti hai...channu ke ghar ...channu ko bulane..

Kuch der intizaar ke baad Shama ko ghar ke darwaze par kisi ke aane ki aahat sunai padti hai..

Darwaza khulte hi ...saamne Divya ke saath channu khada tha... Jisko dekhkar na jaane kyun har baar ki tarah is baar bhi Shama thodi si sihar si uthti hai...
Aur pata nahi kyun Shama Channu ke liye apni jagah se uth kar khadi hojati hai..

Kya Channu ke aadar (respect) ki vajah se ...?
Kya unki badi umar ki vajah se ...?
Ya unke us shakhsiyat ki vajah se jo abhi tak Shama ke saamne zaahir nahi hui..?

Pata nahi kyu ... Magar Channu...ek pachpan saal ki adhed umr ka naukar... Ek baaghbaan (gardener).. Ek gareeb shakhs me kuch to aisi baat thi...
kuch to aisi kashis thi ... jise Shama dekh kar sihar si uthti hai.. Aur ye baat khud Shama bhi soch kar hairaan thi ki aakhir kyu aisa hota hai...

Divya :- lijiye mem.. Channu aapke huqum per haazir ho gaya hai..

Shama saamne ke shofe pe ishara karti hui..:- aao Channu ..baitho...
Channu sir jhukakar shofe ki taraf kadam badha deta hai..

Shofe pe baithte hue Channu :- kyu bulaya mem sahb...?

Divya ander kitchen ki taraf Channu ke liye kuch kahane ke liye lane chali jaati hai...

Shama bhi Channu ke saamne wale shofe pe baith'ti hui :- Channu kiski death hogai hai..?

Channu:- aapko kaise pata mem ?

Shama:- bas pata hai... Tum batao.... Kiski death hui hai jisse aap ko dukh pahunchi hai..?

Channu sar jhukate hue khomosh hi rahat hai...

Shama:- bato Channu..?

Channu phir bhi khamosh....

Shama :- jab aapko accident ke baad yahan laya gaya tha.. to aapne kaha tha ki aapka koi apna nahi hai... Kya aapne jhoot bola tha..?

Channu phir bhi apni chuppi nahi todta...

Shama thodi chikhti hui awaaz me..:- bolte kuyun nahi Channu ...?

Itna hi kahana tha Shama ko ki...usye uska jawab usse bhi tej awaaz me milti hai...

Channu shofe ke handle me apne haath ko jor se marte hue gusse me:- kya bolun mai...kya sunna chahati hai aap... Yahi ki mere bete ko aapke pati ne shirf chand rupayon ke laalach me aakar jhothe aarop me jail me band kar diya hai... Kya ye sunna chahati ho aap...kya ye sunna chahati ho ki aapka pati raghu ka kutta ban kar uske huqum me dushro ko kat'ta hai... Kya ye sunna chahati hai aap ki Raghu aur uska paltu kutta yani aapke pati ne mil kar meri masoom bahu ka rape karke uski hatya kardi aur ek janwar ki laash ki tarah gali ke naale me uski laash phenk diya....
Aur uske baad bhi wo izzat wala ban kar pure sahar me zinda ghoom raha hai...koi nahi puchta unse ki tum insan ho ki haiwaan ...kyun...kyunki unke paas kursi siyasat aur kanoon ka hatyaar hai... kyunki unke paas daulat ki taaqat hai.... aur hum gareeb aur laachar apne insaaf ke liye... Naseeb par bharosa karke baithe rahe...kuch bhi nahi kar sakta.. Kyu ki insaf ke liye jo kanoon aur daulat chahiye ...wo to unke paas hai.. Aur hum bebas log unse badla bhi to...

Tabhi achanak Channu Shama ki taraf ek tak dekhta hai... Shama ki nazar to pahele se hi Channu ko jazbati hota hua ek tak dekh rahi thi...

Channu ki nazar Shama ki nazar se milti hai...aur kuch palo ke liye dono ki nazar aise mili hui rahati hai ...jaise dono hi ek dushre ke aankho se kuch sawalaat kar rahe ho...
Shama ki aankhe Channu ki aankho ka dard mahesoos karne ki koshis kar rahi thi..
aur Channu ki aankhe shama ki aankho me apni bahu aur bete ke julm ka hisaab dhoond raha tha ....
wo hisaab jo Shama ke sohar se chukta karna tha...
........
(Ek baat yaad rahe...
Shama hospital se aane ke baad ab tak apni libaas Cheng nahi ki thi...Shama ab bhi nili rang ke aabha aur sar pe scraf paheni hui thi..)

Aur phir acanak se wo hota hai ...jiska ka waham-o-gumaan bhi Shama ke zehan se nahi gujri thi ...

Channu apni jagah se uthta hai aur bijli ki teji se Shama ki taraf lapakta hai .....aur dekhte hi dekhte Channu ke haath me Shama ka gala hota hai...

Shama is achanak ke hamle se ghabra kar shofe se uth khadi hoti hai...
Aur isi moke ka fayeda utha kar Channu Shama ke gardan pakde hue Shama ko khilone ki tarha utha kar bagal ke diwaar se sata deta hai...

Shama uske haatho ko chhudane ke liye apni dono haatho ka jor Channu ke haath par lagati hui chillati hai..::- ye kya kar rahe ho Channuoo... Chhodooo mujheee...

Shama isiliye baat kar pa rahi thi.. Kyuki Channu ne Shama ka gala nahi dabocha tha.. Channu ka haath ka panja Shama ke gale ke ooper aur thodi( ठोडी- Chin ) ke thoda sa neeche tha... jiske wajah se Shama ko koi taklif to nahi ho rahi thi..magar Shama thoda ghabra jaroor gai thi..

Channu :- mem sahb aap ke pati ne jab meri bahu ke saath duskarm kiya tha hoga to meri bahu bhi chikhi hogi...tadpi hogi... lekin.. Unka sunne wala koi nhi tha.. Usye bachane wala koi nahi tha..

Channu ke gusse se laal aankhe Shama ki aankho me gadi hui thi...

lekin ab tak Shama ki ghabrahat na jaane kyu khatm ho chuki thi...
Usye Channu ke taqatwar haath me usky liye kroorta mahesoos nahi hui ...bas diwar se satane ke liye ek dabaaw tha.. Jisse Shama ko ye ahesaas ho gai thi ki Channu usye nuksaan pahunchana nahi chahata tha...shirf uske sohar ke liye gussa zaahir karna chahata tha...

Itne me Divya andar se doudti hui aati hai...
Divya daud ke aati hui wahin se chikhti hai :- Channuooo....chhhodooo...memm kooo...

Divya ko aati dekh na jaane kyu Shama apni haath ke ishare se usye rukne ko kaheti hai...ye dekh kar Divya wahin titak jaati hai...
Channu apna chehera Shama ke chehere ke itne kareeb kar leta hai ki Channu ki munh se choot'ti hui garam-garam saanse Shama ke chehere se takra rahi thi....

Channu phufkarte hue kaheta hai :- mem sahb agar mai bhi aapka rape karke kisi naali me phenk du to aapke pati par kya gujregi... aapke rishtedaron par kya bitegi...aapke chahane walon ko kitna dard hoga...kuch ahesaas hai aapko...nahi na... Kaise hoga aap amiron par to wo halaat aati nahi na... Wo to hum garibon ke hi naseeb me hota hai... Aap amiron ko to daulat aur kursi ki taqat us halaat se bacha leti hai... magar hum garibon ko to daulat aur kursi na hone ki wajah se shirf bebasi aur lachari hi milti hai...

Kahete hue Channu Shama ke gardan se apni haath hata deta hai... Aur apna sar jhuka kar shisakte huye ro padta hai..

Ek hatta-katta mukammal mard dikhne wala shakhs.. Apni garibi par bebas ho kar shishakta aur rota hua dekh kar Shama aur Divya ke bhi dil paseez gaya tha...

Kuch der to khamosh kamre me shirf Channu ki shishak hi aahiste aawaz me gunj rhai thi...

Kuch der kamre ka mahol waisa hi tha...
Phir na jane kya soch kar Shama Divya ko ishare se ander jaane ko kaheti hai...

Divya mahol ki nazakat ko dekhti aur samajhti hui Shama ki baat ko maan lene me behetari samajh kar piche ko qadam badhati hui apne kamre ki taraf mudkar chali jaati hai.. aur darwaze pe khadi hokar Shama ki taraf dekhti hai..
Shayad Shama ko ye bhi nagawaar gujarti hai..aur ishare se darwaza bhi band karne ko kaheti hai...

Pata nahi Shama Divya se kya chupana chahati thi...

Divya ke darwaza band hote hi..
Shama:- Channu... Pls..mat ro..main tumahara dard samajh sakti hun..tum aur tumhara pariwar kis halaat se guzar rahi hai.. Iska mujhe ahesaas hai...

Channu apne aapko sambhalte hue :-kuch bhi ahesaas nahi hai mem sahb... Agar ahesaas hota to aap apne pati ko saza dilane me meri madad karti..

Shama:- sach kaheti hun Channu ...mera pura humdardi tumhare aur tumhare pariwar ke saath hai..

Channu:-shirf zubaan se hogi ...haqeekat me aap sab ameer log ek jaise hi hote hai...

Shama Channu ki baat sun kar na jane kyu Channu ka ek haath ko apni nazuk haatho me le leti hai aur Channu ki aankhon me jhankti hui ...

Shama:-tum kya chate ho Channu...batao.. Mai apni sohar ki galati ki saza kya khud ko dun..kya tum apni bahu ka badla mujhse lena chahate ho...?

Channu Shama ki aankho me dekhta hai.. Jisme usye ek sachaai nazar aane lagta hai.....Shama ki aankho ki nami uski sachai ki gawahi de rahi thi...

aur phir ek ajeeb sa mahol ban jaata hai us kamre ka ....

Ek khubsoorat aur hi educated doctor aur ek hospital ki malkin ....
Apne sohar ki apradh ki saza paane ko ... Apni raham dili ki wajah se ek aise shakhs ke saamne jo ek anpad aur gurbat ki bebasi se lachaar hai... uske hi hospital ka mahaz ek adna sa nauker hai...
unka haath pakad kar ...unki nazron me nazre daalker mano ye izhaar kar rahi ho ki.. Aazma lo mujhe.. Main apne sohar ki gunaho ke badle tumhe jo chaho wo dene ko tayyar hun... mai shirf zubaan ki humdard nahi hun ..chaho to aazma kar dekh lo...
........
Ek nayi aag uthne waali hai...jisme do jishmo ke saath anjane me hi sahi.. kisi ka GUROOR bhi jalne wala tha... Aur kisi ki HAWAS ki chingari bhi angaar ban kar shulagne aur tapne waali thi......
Aur uski aanch me pata nahi kya-kya jhulasne waali hai...?
......

Post Reply