Laal Haweli - sex novel - bharpoor chudai ki kahani

Contains all kind of sex novels in Hindi and English.
User avatar
Fuck_Me
Platinum Member
Posts: 1107
Joined: 15 Aug 2015 09:05

Re: Laal Haweli - sex novel - bharpoor chudai ki kahani

Unread post by Fuck_Me » 03 Dec 2015 09:24

Bholu to jaise ki intezar hi kar raha tha is baat ka. Vo Kamya ke nitambo par haath phirate huve badi besharmi se bola, “achha huva jo ye ja raha hai…kabab mein haddi… Ab araam se lunga gaand teri.”

Halanki ab kamya ne salwar upar khiska rakhi thi aur bholu ke haath aur uske nitambo ke beech kapde ki diwar thi magar phir bhi aisa lag raha tha jaise ki uska haath uski chamdi ko chhu raha ho.

“dhat aisa bolta hai kya koyi,” kamya ne bholu ka haath apne nitambo se hatate huve kaha. “aur ye haath dur rakho apna.”

“main to aisa hi bolta hun…badi pyari gaand hai teri…komal-komal…,” bholu ne kaha aur vaapis apna haath uske nitambo par rakh diya aur bade ashleel tarike se unhe sahlana suru kar diya.

Us pal mein kamya ne duvidha si mahsus ki. Kya use bholu ko rokna chaahiye…ya phir karne de use jo karna hai. Is duvidha ka kaaran tha…bada gambhir kaaran tha. Aur vo ye tha ki kamya man mein swikar to nahi karna chaahti thi magar use us vakt bholu ke haath ka sparsh bada achha lag raha tha apne nitambo par. Ye badi hairani vali baat thi kamya ke liye. Use jara bhi andaja nahi tha ki uske nitambo mein itni kaamukta hai…itni kaamukta ki jo mard ke haath ka sparsh milte hi jhum uthe hain. Kamya ne socha ki ek baar ye saaya haweli se chala jaaye to bholu ko rokegi…vaise bhi use kon sa pata hai ki vo kamya hai. Uske liye to vo champa hai…aur is vakt uske anusaar vo champa ke nitambo se khel raha hai na ki kamya ke nitambo se. ismein harz hi kya hai.

“kitni sunder gaand hai teri champa…maja aa raha hai kasam se,” bholu ne kaha.

Andhere mein bhi kamya sharma uthi. Vo jaanti thi ki bholu ye champa ko kah raha hai magar jo bhi ho vo bol to uske nitambo ko chhu kar raha tha. Lekin ek baat hairani ki thi. Ye bholu kitni besharmi se aur kitne araam se ‘gaand’ shabd use kar raha tha uske saath. Agar vaha sach mein champa hoti to kya vo bolne deti is tarah use aisi gandi bhasa.

Saaya diwar ke upar pahunchne hi wala tha. Kamya lagatar us par nazar rakhe huve thi. Upar pahuchne se pahle, karib 10 inch pahle, vo ruk gaya. Kamya ko kuchh samajh nahi aa raha tha ki aakhir vo karna kya chaahta hai. Pahle ander aaya vo…ab vaapis ja raha hai…aur vaapis baahar jaane ki bajaye ruk gaya hai phir se. aakhir maajra kya hai.

Tabhi bholu ne uski salwar neeche kheech li vaapis aur uske nitambo ko nirvastra kar diya aur phir bade abhadra tareeke se uske nitambo ki daraar par ungli pheerane laga. Kamya ne mahsus kiya us vakt ki uski saanse halka-halka ukhadne lagi hain…

Phir achanak bholu ne uske chudad faila kar uske peechhle chhed par ungli rakh di aur phir use ragadne laga. Uff ye kya kar raha tha bholu…kamya ki to haalat kharab hoti ja rahi thi. Vo bade gande tareeke se uske gupta ang se khel raha tha aur vo na chaah kar bhi uttejit mahsus kar rahi thi. Kya ye swabhavik tha…kya uski jagah agar champa hoti to vo bhi aisa hi mahsus karti.

Kamya sirf andaja hi laga sakti thi.

Bholu ruk hi nahi raha tha. Lagatar ragad raha tha ungli se uske chhed ko jaise ki vo ragadne ke liye hi bana ho. Magar hey bhagvaan…har second ke saath usko aur jyada uttejna…aur jyada thrill…aur jyada maja mahsus ho raha tha.

Kamya hairan thi ki aise kaise karne de rahi hai vo bholu ko ye sab…thodi der pahle to vo struggle kar rahi thi uske saath. Shayad ye isliye bhi tha ki vo bholu se baate karte vakt uske saath thoda comfortable ho gayi thi. Pahle to bahut dar lag raha tha use bholu se. magar ab kuchh badal sa gaya tha.

Ek tarah se madhosh hoti ja rahi thi kamya. Aur isi madhosi mein vo dheere se boli, “kya kar rahe ho bholu?”

“teri gaand se khel raha hun…” bholu ne kaha. Uski awaaj mein ajeeb sa nasha tha. Uski saanse bhi tej thi. Aisa lag raha tha jaise ki vo puri tarah se khoya huva ho uske peechhle chhed mein. Aisa kya tha usme…aur use aisa kya mil raha tha vaha ungli laga kar ki uski aisi haalat ho gayi thi. Aur bhi jyada nashe mein lag raha tha vo. Aisa lag raha tha jaise ki sharab ke nashe par uske nitambo ka nasha bhari pad raha hai. Kya uski gaand…yani ke uske nitamb vaakayi mein itne sexy hain ki aadmi sudh budh kho de.
.......................................

A woman is like a tea bag - you can't tell how strong she is until you put her in hot water.

User avatar
Fuck_Me
Platinum Member
Posts: 1107
Joined: 15 Aug 2015 09:05

Re: Laal Haweli - sex novel - bharpoor chudai ki kahani

Unread post by Fuck_Me » 03 Dec 2015 09:24

kyon khel rahe ho? Sharam nahi aati tumhe…ye koyi khelne ki cheez hai” kamya ne dheere se kaha…aur vaapis saaye ki taraf dekha. Vo abhi bhi vahi atka huva tha.

“maja aa raha hai mujhe…aisa lagta hai ki bilkul kuvari gaand se khel raha hun main…pahle nahi khela kya koyi teri gaand se…”

“n-nahi…”

“phir iska matlab main sahi hun. Mujhe lag hi raha tha ki is gaand mein lund nahi gaya hai abhi tak…suraakh par ungli rakhte hi maalum ho gaya tha mujhe.”

Kamya hairan thi bholu ki baat par. Aise kaise pata chala use. Kya technique hai ye.

“aise kaise pata chala tumhe?”

“bas pata chal gaya…par tu chinta mat kar…ye gaand ab kuvaari nahi rahegi…main maarunga ye gaand aaj…kitna maja aayega…main to soch bhi nahi sakta.”

Kamya ne sun to rakha tha ki kuchh aadmi aurat ke peechhe ling daalne ka shok rakhte hain…magar usne kabhi is baare mein socha nahi tha. Magar ab jabki saaf-saaf baat ho rahi thi bholu se to vo is baare mein baat karne ke mood mein aa gayi.

“kya aisa sach mein karte hain?” kamya ne puchha.

“kya matlab?”
“matlab ki kya gaan…s-sorry mera matlab ki kya yaha peechhe sach mein karte hain.”

“aur nahi to kya…bada maja aata hai pagli…ek baar lund le kar to dekh…jannat ka sawad milega tujhe…jannat ka. Jab bhagvaan ne do chhed diye hain aurat ko to ek ko bina istemaal kiye chhodna kaahe ki akalmandi hai.”

“par bholu tera to saand jaisa hai…kon lega use…na baba na main to soch bhi nahi sakti.”

Tabhi ungli ka dabav banaya bholu ne uske chhed par aur uske muh se halki si siski nikal gayi. “uyii ma…kya kar rahe ho.” Kamya ne turant uska haath hataya.

“maaf kar de…thoda josh mein aa gaya tha teri baat sun kar. Tu chinta mat kar bilkul bhi. Sarso ka tel laga kar araam se daalunga…jara bhi dard nahi hone dunga.”

kamya ne us pal ko imagine kiya jab bholu uske chhed par ling lagaye leta huva tha uske upar. Vo sihar uthi…nahi…bilkul nahi…vo kabhi bholu ke ling jitna mota ling peechhle chhed mein nahi le sakti. Is baare mein sochna hi bekaar hai. Aur vaise bhi is baare mein sochna hi kyon…usne kon sa aisa hone dena hai.

Sochte-sochte usne dubara diwar ki taraf dekha. Saaya abhi bhi vahi jyon ka tyon usi position mein ruka huva tha. Na vaapis neeche aa raha tha aur na hi baahar ja raha tha. Vakt jaise tham sa gaya tha.

Tabhi kamya ki nazar koyi 200 foot ki duri par gayi…koyi tha vaha…aur vo daayein baayein dekhta huva aage badh raha tha. beech-beech mein vo torch bhi jala raha tha. kamya ne vaapis diwar ki taraf dekha. Saaya bhi usi taraf dekh raha tha. ab kamya ko samajh aaya ki vo kyon vaapis ja raha tha. shayad usne bahut pahle dekh liye tha is torch wale saaye ko.

“bholu dekho koyi aur bhi hai…vaha,” kamya ne haath se ishara kiya.

“kahi ye thakur saahib to nahi?”

Ye sunte hi kamya ki saans gale mein atak gayi.

“k-kon thakur saahib?”

“arey sanjay thakur saahib aur kon….hamein ab nikalna hoga yaha se…pakde gaye to jaan aafat mein aa jaayegi…chal chalte hain tere kamre mein.”

Bholu sahi kah raha tha. unhe vaapis jaana hoga champa ke kamre ki taraf. Jis taraf se ye dusra saaya aa raha tha usi taraf to haweli ka pahla hissa tha…us taraf to vo ja hi nahi sakti thi. Abhi sirf champa ka kamra hi safe nazar aa raha tha. magar kamya nahi chaahti thi ki bholu bhi uske saath aaye vaha. Agar vaha champa huyi to uski pol khul jaayegi…

“bholu tum apne kamre mein jaao…mere saath nahi aaoge tum.”

“nahi dogi kya aaj bhi kuchh…raham kar mujhpe…taras kha thoda sa…de de na…”

“samjha kar…baad mein dungi.”

“baad mein kab?”

“k-kal. Haan kal baat karenge is baare mein.”
Kamya ne vaapis diwar ki taraf dekha. Saaya ab vaha nahi tha. shayad vo diwar phaand kar baahar nikal gaya tha. rassi bhi nahi deekhayi de rahi thi. Dusra saaya nazdik aata ja raha tha. ab vaha ek pal bhi aur rukna munasib nahi tha.

Kamya furti se uthi…aur apni salwar ka naada band kiya.

“meri to kismat hi kharab hai…”

“baate mat kar aur nikal yaha se,” kamya ne kaha aur vaapis champa ke kamre ki taraf daud laga di.

Jyada der nahi lagi use kamre tak aane mein. Darvaja khula hi tha. vo fauran ander ghus gayi. Vo darvaja band kar hi rahi thi ki bholu darvaja jor se khol kar ander ghus gaya.
.......................................

A woman is like a tea bag - you can't tell how strong she is until you put her in hot water.

User avatar
Fuck_Me
Platinum Member
Posts: 1107
Joined: 15 Aug 2015 09:05

Re: Laal Haweli - sex novel - bharpoor chudai ki kahani

Unread post by Fuck_Me » 06 Dec 2015 08:21

“tum yaha kyon aa rahe ho? Jao apne kamre mein.”

“nahi jaaunga…aaj teri leni hai maine…chaahe kuchh ho jaaye.”

“achha theek hai…chup raho abhi,” kamya ne kaha. Vo ab samajh nahi pa rahi thi ki kaise peechha chhudaye us se. agar champa vaapis aa gayi to musibat ho jayegi. Uska raaj khul jaayega.

Kamya ye soch hi rahi thi ki darvaje par halki si dastak huyi.

Kamya ke maathe par paseene aa gaye…dil dhak…dhak dhadakne laga. Ab kya hoga…agar ye champa huyi to? Aur agar champa ki jagah sanjay thakur huva to?
Har tarah se uski jaan aafat mein nazar aa rahi thi.

“tu khol darvaja…main bathroom mein chhup jaata hun,” bholu ne kaha aur bhaag kar bathroom mein ghus gaya.

“bholu tum ho kya ander…darvaja kholo jaldi…” baahar se awaaj aayi.

hey bhagvaan ye to champa ki awaaj thi. Jis ka dar tha vahi baat huyi. Ab kya karegi vo. Ye kambakhat bholu uske peechhe-peechhe aa gaya. Bevkoof kahi ka.

Tabhi aankho mein hairani liye bathroom se bholu nikal aaya aur bola, “agar champa baahar hai to tum kon ho?”

Kamya ka to jaise gala baith gaya…awaaj jaise kahi gaayab ho gayi. Is sawal ka jawab vo sapne mein bhi nahi de sakti thi. Hey bhagvaan ye kis musibat mein phas gayi thi vo. Kaise niklegi vo is se baahar.

Bholu darvaje ki taraf badha. Kamya chaahti thi ki use rok le…par kaise.

Darvaja khul gaya aur champa aankhe phaade kamre mein daakhil huyi. Uske haath mein ek torch thi. Shayad vo champa hi thi jise dekh kar vo dono vaapis aaye the kamre mein. Aur usi ke kaaran diwar vala saaya haweli se baahar gaya tha.

“bholu kya kar raho ho tum mere kamre mein…aur ye kon hai.”

“yahi to main soch raha hun…main to bahut der tak khelta raha iski gaand se ye samajh kar ki ye tum ho…par tum to ab aayi ho…ye kon hai?” bholu aise bol raha tha jaise ki uska sar chakra gaya ho.

“hey kon ho tum?” champa ne gusse se kaha.

Kamya darvaje ki taraf daudi. Magar bholu ne use pakad liya.

“bhaagti kaha hai…ruk…champa vaise bura mat maan-na. ye jo koyi bhi hai mai ise apne kamre mein le jaata hun. Iski khub gaand maarunga. Akal theekane lag jaayegi iski. Badi pyar se gaand ragdva rahi thi ye…ek dam mast maal hai.”

“chhodo mujhe,” kamya chatpatayi.

Shayad champa ne uski awaaj pahchaan li thi. Magar phir bhi vo shayad ye nahi samajh paayi thi ko vo kamya hi hai…kyonki itni raat ko uska aise baahar hona thoda ajeeb tha.

champa ne aage aakar uska ghunghat hata diya aur uska chehra dekhte hi ek kadam peechhe hat gayi.

“m-madam aap?” champa ne kaha.

Ye sunte hi bholu ne kamya ko chhod diya aur kamya ke pair pad gaya.

“m-madam ye aap thi….maaf kar dijiye madam…maaf kar dijiye…v-vo kabhi awaaj nahi suni thi na aapki isliye main aapko pahchaan nahi paya…a-aur aapne ghunghat kar rakha tha.”

“v-vo main tum se milne aayi thi magar tabhi bholu aa gaya yaha…main samajh nahi paayi ki kya karun…maine ghunghat kar liya…” kamya ne kaha.

“mujhse to bahut badi bhool ho gayi…maine to aapke saamne pesab bhi kiya tha…chhi…” bholu ne kaha. Bevkoof nashe mein kuchh bhi bole ja raha tha. ye bhi nahi soch raha tha ki aisa bolne se champa ke aage kamya ki badnami hogi.

“chal nikal tu yaha se…” champa ne bholu se kaha…aur dubara raat ko mat aana mere kamre pe.

Bholu fauran nikal gaya baahar.

Uske jaate hi champa ne darvaja band kar liya.

“sorry madam…ye sab meri galti hai…main yaha hoti to ye sab na hota. Darasal mujhe pata tha ki ye aaj raat phir aayega mujhe pareshan karne. Isliye main kitchen mein chali gayi thi. Maine socha tha ki chala jaayega mujhe yaha na paakar. Mujhe kya pata tha ki aap yaha aa jaayengi…aur…”

“galti meri bhi hai…chalo chhodo…”

“kya bholu ne sach mein….”

“nahi-nahi pagli…vo nashe mein hai. Main aisa kyon karne dungi use bhala. Nashe mein vo kuchh bhi bolta hai. Ye sab chhod…pata hai abhi thodi der pahle koyi haweli mein utar raha tha rassi ke sahare. Main bholu se back kar bhaag rahi thi tabhi dekha use.”

“hey bhagvaan…kahi ye vahi nakabposh to nahi tha?” champa ne kaha.
“pata nahi…diwar ke paas bahut andhera tha…bas halki-halki parchhayi nazar aa rahi thi mujhe. Shayad vo tumhe dekh kar hi vaapis bhaaga hai.”

“madam ye jaggu jo hai na gate band karke…araam se kursi par sota rahta hai. Saahib ne use bol rakha hai ki haweli mein ghumta rahe. Magar vo moka dekh kar sho jaata hai. Aise mein koyi bhi ghus sakta hai haweli mein…aap baithiye madam…”
.......................................

A woman is like a tea bag - you can't tell how strong she is until you put her in hot water.

Post Reply