“O dear! tum ghalat samjha hai.
Tum hum ko achchi lagti ho.
Hum tum se shadi banana maangta hai.
Magar abhi kuch samay tak hum Pita jee se yeh baat gupt rakhna maangta.
Humaari taj poshi hone ke baad tum Raj Bhawan mein humaari patni ke roop mein humaare saath rehna.”
.
“Gora Sahib! aap bhagwaan ki saugandh kha kar bataao ke aap suchchi mein vivaah karann chaahat ho?”
Champakali ne hairaani aur na maan’ne wale andaaz mein bus itna hi poocha.
.
“By God promise!
Humein such mein tum se prem hogaya hai.
Tum kal hum ko vichaar kar ke bata dena.
Parsoon hum chala jaayega.”
.
Champakali uth khadi hui aur kamre se bahir nikal gayi,
jaldi jaldi 1 saath do, do seedhiyaan utar kar neeche aayi
aur
oopar neeche hoti dhadkanon ko qaabu karne lagi.
Jo sub kuch woh abhi oopar se n kar aayi thi ke woh sub such tha ya koi sapna!
Agar sapna tha to bhi bohat dar tha
aur
Champakali ke nainon se mehanga aur bohat bada tha.
Kahan woh Chamaarann aur kahan Raja Thaakur il Singh Gora Sahib…
.
Raat ko woh khana khaane ke baad lait gayi.
Khaat par karwatein badal badal kar jism dukhne laga tha.
Neend ki devi maano uss se rooth gayi thi.
Kabhi woh khud ko Raj Bhawan mein maharani bani ghoomta dekhti.
Kabhi Gora Sahib ke pehloo mein khud ko khada dekhti.
Aur phir jab woh Calcutta se Gora Sahib ki patni ke roop mein unn ke saath wapis aayegi to bechaare darbaan (chokidaar) Narayan par kya guzregi.
Woh soch soch kar maza leti rahi
aur
phir uss ne subah tak haqeeqat ke sub hi kawaad kass kar band karne ke baad suhaane sapnon ka haath thaame Calcutta jaane ka faisla kar liya.
Uss ne socha ke jab woh Choti thaakurayan ke roop mein riyaasat mein kadam rakhegi to uss ke Mata Pita ka sar kitna ooncha hojaayega.
Woh unnhein yeh khushi achaanak dena chaahti thi.
Champakali aur Gora Sahib - long hindi sex story
Re: Champakali aur Gora Sahib - long hindi sex story
.......................................
A woman is like a tea bag - you can't tell how strong she is until you put her in hot water.

Champakali Raj Bhawan mein daakhil hui to Gora Sahib baagh mein be’chaini se idhar udhar tehal rahe the.
Usay aata dekh kar jaldi se uss ke paas chale aaye.
.
“Tum ne kya faisla kiya Champakali?”
Unnhon ne betaabi se poocha.
Champakali nazrein neechi kiye kuch dair khadi muskuraati rahi
aur
phir sharma kar andar ki taraf chali gayi.
.
Thakur il Singh ko apne sawaal ka jawaab mil gaya tha.
Woh itmenaan se andar aa kar kal ki tayari karne lage.
Raj Bhawan se hukam nama le kar uss ke saath Roopmati mausi khud aayi thi.
Phir mata pita ki kya majaal ke inkaar karte
aur
Roopmati mausi ki wajah se unnhein kaafi dhaaras thi
aur
phir woh Champakali ke bhed bhaao se bhi aashna the.
.
Champakali ne apna mukhtasar samaan baandha,
Mata ke gale lagi, Pita jee ke charann chooay
aur
Aashirwaad le kar ghar se Raj Bhawan ki taraf rawana hogayi.
Woh badi car mein jab Gora Sahib ke saath beth kar rawana hui to Narayan ka moonh dekhne wala tha.
Roopmat mausi, Gora Sahib ke program ke mutabiq beemaar padd gayi thi aur woh unn ke saath nahin jaa rahi thi.
Baaki naukar wahan pehle se hi maujood the.
.
Calcutta aane ke baad Champakali ke jeevan mein woh badlaao aaye ke uss ne kabhi sapne mein nahin socha tha.
.
Shaam mein Gora Sahib kahin bahir gaye the
aur
woh bade hall mein bethi unn ka intezaar kar rahi thi.
Sub kuch naya naya tha.
Pehli baar woh itni badi car mein beth kar itne bade shehar aayi thi
aur
phir mehal mein woh Chamaarann nahin Maalkinn bann kar rehh rahi thi.
Naukaron se Gora Sahib ne uss ke baare mein jaane kya kaha tha.
Woh uss se zyada baat nahin karte the.

Agle dinn shaam ke waqt…
.
“Champa my darling… dekho hum tumhaare liye kya laya hai?”
Gora Sahib ne uss ki aankhon par haath rakh kar usay pukara.
Uss ne palat kar dekha.
Unn ke haathon mein bade bade samaan se bhare maumii lifaafe the.
.
“Inn mein kaa hai Gora Sahib?
Humaar matlab hai Thakur jee.”
il Singh ne usay Gora Sahib kehne se mana kiya tha.
Magar uss ke moonh se yeh hi naam nikalta tha.
Kyun ke pehle baar jab uss ne unnhein dekha tha to uss ke dil se yeh hi awaaz nikli thi.
.
“Yeh dekho.”
Unnhon ne 1 ke baad 1 dabbe ko kholna shuroo kar diya.
Sonay aur Chandi ke taaron aur koray dubke se bani Laal Banarasi Saadhi jo aaj tak uss ne Badi thaakurayan aur Maharaniyon ke jismon par hi saji dekhi thi.
Asli sonay se bane haar, bunde, nath, teeka, payal… woh aankhein aur moonh khole 1-1 cheez ko dar dar kar choo rahi thi.
Jaise sub kuch abhi aankhon ke saame se ghayab hojaayega.
Apni qismat aur Gora Sahib se mohabbat ke baare mein soch kar uss ki aankhon mein moti chamakne lage.
.
“Arey yeh kya sweetheart?
Hum tumhaari khushi waaste yeh sub lana mangta
aur
Tum rona mangta?
Tum yeh sub pehan kar jaldi se tayaar hokar aajaao.
Abhi thodi dair mein Pandit sahab aane wala hai.
Phir woh humaara phaire karwadeinga
aur
Hum humesha ke liye Ek hojaayeinga.
Hurry up… Hum tum ko dulhan ke roop mein dekhne ko betaab horaha hai.”
Gora Sahib ne Champakali ka haath thaam kar usay uthaya
aur
sara samaan usya de kar kamre ki taraf rawana kar diya.
.
Bade saare singhaar maiz ke qad jitne lambe aayine ke aage Champakali ko apna bana sanwra roop nazar aaraha tha.
“Iss waqt mata hoti to bohat khush hoti.”
Uss ne dukhi dil se socha.
“Ab lagat hain na Maharani Champa Kumari.”
Kab Gora Sahib ne aa kar usay kandhon se thaam liya, usay pata hi nahin chala.
.
“Chalo Champa dear… neeche Pandit jee humaara intezaar kar raha hai.”
Gora Sahib ne uss se kaha.