raj sharma stories
बात एक रात की--6
गतान्क से आगे.................
दरवाजा लगातार खड़कता रहा. जब मोहित नही उठा तो पद्मिनी ने बेड से उठ कर उसे हिलाया.
'उठो बाहर कोई है...लगातार दरवाजा खड़क रहा है तुम्हे सुनाई नही देता क्या.' पद्मिनी ने मोहित को हिलाते हुए कहा.
'क...कौन है' मोहित उठते ही हड़बड़ाहट में बोला.
'मैं हू...दरवाजा खोलो कोई कब से खड़का रहा है'
'क्या टाइम हुआ है'
'5 बज कर 5 मिनट हो रहे हैं'
'इतनी सुबह-सुबह कौन आ गया'
मोहित ने पहले की तरह लाइट बंद करके दरवाजा खोला. पद्मिनी इस बार टाय्लेट में चली गयी.
'राज तू इतनी सुबह क्या कर रहा है. बताया था ना रात मैने तुझे कि मैं थका हुआ हूँ'
'सॉरी गुरु बात ही कुछ ऐसी थी कि मुझे आना पड़ा.' राज ने कहा
'क्या हुआ अब नही दी क्या नगमा ने गान्ड तुझे'
'गुरु मज़ाक की बात नही है...बहुत सीरीयस बात है...मुझे अंदर तो आने दो'
'क्या बात है यार तू इतना डरा हुआ क्यों है'
'जब तुम्हे पता चलेगा तो तुम्हारी भी मेरी जैसी हालत हो जाएगी'
'यार पहेलिया मत बुझा सॉफ-सॉफ बता कि बात क्या है' मोहित ने कहा.
टाय्लेट में पद्मिनी भी सब कुछ बड़ी उत्सुकता से सुन रही थी. उसे लग गया था कि कोई गंभीर बात है. पहले तो उसने सोचा कि मुझे क्या लेना देना लेकिन फिर उत्सुकता के कारण उनकी बाते सुन-ने लगी.
'यार अभी थोड़ी देर पहले में नगमा को घर छ्चोड़ कर जब वापिस आया तो मैने यू ही टीवी ऑन करके देखा'
'क्या देखा टीवी में'
'यार तेरा वो दोस्त है ना विकास'
मोहित समझ गया कि टीवी पर विकास के कतल की खबर आ रही होगी पर उसने अंजान बन-ने की कोशिस की.
'क्या हुआ विकास को'
'गुरु वो सीरियल किल्लर के हाथो मारा गया'
'क्या ऐसा नही हो सकता'
'सच कह रहा हूँ तुम खुद टीवी चला कर देख लो...पर वो कमिनी बचेगी नही' राज ने कहा.
'क्या मतलब...ये कमीनी कौन है.'
'और कौन, वही जिसने विकास को मारा है. ये सीरियल किल्लर जिसने देहरादून में ख़ौफ़ मच्चा रखा है कोई आदमी नही औरत है. वो भी खूबसूरत. यकीन नही आता तो टीवी चला कर देख लो'
ये सब सुन कर पद्मिनी के होश उड़ गये. उसे पूर्वाभास हो रहा था कि हो ना हो जिस औरत की बात राज कर रहा है वो, वो खुद है. मोहित भी उतना ही सर्प्राइज़्ड था. उसने फॉरन टीवी ऑन किया.
'किस चॅनेल पर आ रही है खबर' मोहित ने पूछा.
'कोई भी चॅनेल लगा लो हर किसी पे यही खबर है.
मोहित ने आज तक चॅनेल लगा लिया. उस पर वाकाई वही खबर चल रही थी.
'ध्यान से देखिए इस खूबसूरत चेहरे को यही है वो जिसने देहरादून में ख़ौफ़ फैला रखा है' न्यूज़ आंकर चिल्ला-चिल्ला कर बोल रहा था.
वो चेहरा किसी और का नही पद्मिनी का था.
'राज तू जा...हम बाद में बात करेंगे'
'क्या हुआ गुरु'
'कुछ नही मैं विकास की मौत के कारण दुखी हू तुम जाओ अभी बाद में बात करेंगे.
'ठीक है...मुझे भी बहुत दुख हुआ ये न्यूज़ देख कर. पता नही विकास के घर वालो का क्या हाल होगा भगवान उसकी आत्मा को शांति दे और इस कातिल हसीना को मौत का फंदा'
'ठीक है-ठीक है जाओ अब....'
जैसे ही मोहित ने दरवाजा बंद किया पद्मिनी फ़ौरन टाय्लेट से बाहर आई. टीवी स्क्रीन पर अपनी तस्वीर देख कर उसकी उपर की साँस उपर और नीचे की साँस नीचे रह गयी.
“ये सब क्या है मोहित?”
“पता नही क्या बकवास है…मुझे खुद कुछ समझ नही आ रहा.” मोहित ने कहा.
“मैं अभी पोलीस स्टेशन जा कर पोलीस को सब कुछ बता देती हूँ…” पद्मिनी ने कहा.
“रूको पहले पूरी न्यूज़ तो सुन लें कि माजरा क्या है…”
बात एक रात की compleet
Re: बात एक रात की
टीवी पर न्यूज़ लगातार चल रही थी…
“बने रहिएगा हमारे साथ…आगे हम बताएँगे कैसे हुआ परदा फास इस हसीन कातिल का…हम अभी हाज़िर होते हैं ब्रेक के बाद.” न्यूज़ आंकर ने कहा.
पद्मिनी को सब कुछ एक बुरे सपने की तरह लग रहा था. ऐसा सपना जिस से वो चाह कर भी नही जाग पा रही थी. जागती भी कैसे ये सब हक़ीकत जो थी.
“तुम्हारी बेवकूफ़ हरकत की वजह से मैं इस मुसीबत में फँसी हूँ.” पद्मिनी ने कहा
“शांति रखो सब ठीक हो जाएगा…पहले देख तो लें कि माजरा क्या है.”
टीवी पर न्यूज़ वापिस आई तो वो दोनो एक दम चुप हो गये.
“ये लड़की इस बार भी खून करके निकल जाती लेकिन इस बार किसी ने इसे खून करते हुए देख लिया. कौन है वो शक्स?…जिसने 2 खून होते हुए देखे और पोलीस को इनफॉर्म किया. हम अभी आपको उसकी लाइव तस्वीरे दीखाते हैं. वो इस वक्त पोलीस स्टेशन में है और पोलीस को बयान दे रहा है.” न्यूज़ आंकर ने कहा.
टीवी पर कुछ फुटैंग्स दीखाई गयीं. उसमें एक आदमी को दीखाया जा रहा था. उसके मूह पर कपड़ा लिपटा हुआ था.
“ये आदमी भयभीत है और अपना चेहरा नही दीखाना चाहता. इसे डर है की कही वो भी ना मारा जाए. पर इसने फिर भी इस खौफनाक कातिल का परदा फास तो कर ही दिया. इसने खुद अपनी आँखो के सामने 2 कतल होते हुए देखें है. हम इसकी हालत समझ सकते हैं. इसके अनुसार अकेले शिकार नही करती ये कातिल हसीना. उसके साथ एक आदमी भी था जिसने चेहरे पर नकाब पहन रखा था.” न्यूज़ आंकर ने कहा.
“क्या बकवास है ये?” मोहित ने कहा
“इस आदमी का चेहरा नही दिखा रहे पर मुझे पूरा यकीन है कि यही है वो सीरियल किल्लर.” पद्मिनी ने कहा
“ठीक कह रही हो. कल हम जब उसके चंगुल से बच निकले तो बोखलाहट में वो ये सब कर रहा है.” मोहित ने कहा
“बहुत चालाक है ये …हमारे पोलीस तक पहुँचने से पहले ही अपनी झूठी कहानी सुना दी. मैं अभी पोलीस स्टेशन जाउन्गि.”
“नही रूको…जल्दबाज़ी में कोई कदम मत उठाओ…हमे सोच समझ कर चलना होगा.”
“हमे से तुम्हारा क्या मतलब है.”
“मेरा जिकर भी तो हो रहा है न्यूज़ में.”
“पर मेरी तो शकल दीखाई जा रही है. पता नही कहा से मिल गयी ये फोटो इन्हे. ये मीडीया वाले भी ना…बिना किसी इंक्वाइरी के फैंसला सुना रहे हैं कि मैं ही कातिल हूँ.”
“मीडीया का तो यही काम है…वो सब छ्चोड़ो…मुझे ऐसा लगता है कि वो किल्लर ये सब किसी सोची समझी साजिश के तहत कर रहा है…इसलिए कह रहा हूँ कि हमे सोच समझ कर चलना होगा.” मोहित ने कहा.
“मैं फिलहाल घर जा रही हूँ.”
तभी टीवी पर न्यूज़ आंकर ने कहा, “पोलीस ने चारो तरफ शहर की नाकेबंदी कर दी है. हर वाहन को अच्छे से चेक किया जा रहा है. पोलीस को शक है कि ये हसीन कातिल जिसका की पूरा नाम पद्मिनी अरोरा है देहरादून से बाहर भागने की कोशिस करेगी. पोलीस पद्मिनी के घर वालो से पूछताछ कर रही है…लेकिन कोई भी उसके बारे में बताने को तैयार नही है. उन्हे लगता है कि पद्मिनी को फँसाया जा रहा है. लेकिन चस्मडीद गवाह को झुटलाया नही जा सकता. एक ना एक दिन पद्मिनी के परिवार वालो को भी मान-ना ही होगा की वो एक सीरियल किल्लर है जिसे कि शख्त से सख़्त सज़ा मिलनी चाहिए.”
क्रमशः..............................

BAAT EK RAAT KI--6
gataank se aage.................
Darvaaja lagataar khadakta raha. Jab mohit nahi utha to padmini ne bed se uth kar use hilaaya.
'utho baahar koi hai...lagataar darvaaja khadak raha hai tumhe shunaayi nahi deta kya.' padmini ne mohit ko hilaate hue kaha.
'k...kaun hai' mohit uthte hi hadbadahat mein bola.
'main hu...darvaaja kholo koi kab se khadka raha hai'
'kya time hua hai'
'5 baj kar 5 minat ho rahe hain'
'itni subah-subah kaun aa gaya'
mohit ne pahle ki tarah light band karke darvaaja khola. Padmini is baar toilet mein chali gayi.
'Raj tu itni subah kya kar raha hai. Bataaya tha na raat maine tujhe ki main thaka hua hun'
'sorry guru baat hi kuch aisi thi ki mujhe aana pada.' Raj ne kaha
'kya hua ab nahi di kya nagma ne gaanD tujhe'
'guru majaak ki baat nahi hai...bahut serious baat hai...mujhe ander to aane do'
'kya baat hai yaar tu itna dara hua kyon hai'
'jab tumhe pata chalega to tumhaari bhi meri jaisi haalat ho jaayegi'
'yaar paheliya mat bujha saaf-saaf bata ki baat kya hai' mohit ne kaha.
Toilet mein padmini bhi sab kuch badi utsukta se shun rahi thi. Use lag gaya tha ki koi gambhir baat hai. Pahle to usne socha ki mujhe kya lena dena lekin phir utsukta ke kaaran unki baate sun-ne lagi.
'yaar abhi thodi der pahle mein nagma ko ghar chhod kar jab vaapis aaya to maine yu hi tv on karke dekha'
'kya dekha tv mein'
'yaar tera vo dost hai na vikas'
mohit samajh gaya ki tv par vikas ke katal ki khabar aa rahi hogi par usne anjaan ban-ne ki koshis ki.
'kya hua vikas ko'
'guru vo serial killer ke haatho maara gaya'
'kya aisa nahi ho sakta'
'sach kah raha hun tum khud tv chala kar dekh lo...par vo kamini bachchegi nahi' Raj ne kaha.
'kya matlab...ye kamini kaun hai.'
'aur kaun, vahi jisne vikas ko maara hai. Ye serial killer jisne dehradun mein khauf machcha rakha hai koi aadmi nahi aurat hai. Vo bhi khubsurat. Yakin nahi aata to tv chala kar dekh lo'
ye sab shun kar padmini ke hosh ud gaye. Use purvabhaas ho raha tha ki ho na ho jis aurat ki baat Raj kar raha hai vo, vo khud hai. Mohit bhi utna hi surprised tha. Usne foran tv on kiya.
'kis channel par aa rahi hai khabar' mohit ne pucha.
'koi bhi channel laga lo har kisi pe yahi khabar hai.
Mohit ne aaj tak channel laga liya. Us par vaakayi vahi khabar chal rahi thi.
'dhyaan se dekhiye is khubsurat chehre ko yahi hai vo jisne dehradun mein khauf faila rakha hai' news anchor cheella-cheella kar bol raha tha.
vo chehra kisi aur ka nahi padmini ka tha.
'Raj tu ja...hum baad mein baat karenge'
'kya hua guru'
'kuch nahi main vikaas ki maut ke kaaran dukhi hu tum jao abhi baad mein baat karenge.
'theek hai...mujhe bhi bahut dukh hua ye news dekh kar. Pata nahi vikas ke ghar walo ka kya haal hoga bhagvaan uski aatma ko shaanti de aur is kaatil hasina ko maut ka fanda'
'theek hai-theek hai jao ab....'
Jaise hi mohit ne darvaaja band kiya padmini fauran toilet se baahar aayi. Tv screen par apni tasveer dekh kar uski upar ki saans upar aur neeche ki saans neeche rah gayi.
“ye sab kya hai mohit?”
“pata nahi kya bakwaas hai…mujhe khud kuch samajh nahi aa raha.” Mohit ne kaha.
“main abhi police station ja kar police ko sab kuch bata deti hun…” padmini ne kaha.
“ruko pahle puri news to shun lein ki maajra kya hai…”
Tv par news lagaatar chal rahi thi…
“bane rahiyega hamaare saath…aage hum bataayenge kaise hua parda phaas is hasin kaatil ka…hum abhi haazir hote hain break ke baad.” News anchor ne kaha.
Padmini ko sab kuch ek bure sapne ki tarah lag raha tha. Aisa sapna jis se vo chaah kar bhi nahi jaag pa rahi thi. Jaagti bhi kaise ye sab hakeekat jo thi.
“tumhaari bevkoof harkat ki vajah se main is musibat mein phansi hun.” Padmini ne kaha
“shaanti rakho sab theek ho jaayega…pahle dekh to lein ki maajra kya hai.”
Tv par news vaapis aayi to vo dono ek dum chup ho gaye.
“ye ladki is baar bhi khun karke nikal jaati lekin is baar kisi ne ise khun karte hue dekh liya. Kaun hai vo shaks?…jisne 2 khun hote hue dekhe aur police ko inform kiya. Hum abhi aapko uski live tasveere deekhaate hain. Vo is vakt police station mein hai aur police ko bayaan de raha hai.” News anchor ne kaha.
Tv par kuch footings deekhaayi gayin. Usmein ek aadmi ko deekhaaya ja raha tha. Uske muh par kapda lipta hua tha.
“ye aadmi bhaybhit hai aur apna chehra nahi deekhana chahta. Ise dar hai ki kahi vo bhi na maara jaaye. Par isne phir bhi is khaufnaak kaatik ka parda phaas to kar hi diya. isne khud apni aankho ke saamne 2 katal hote hue dekhein hai. Hum iski haalat samajh sakte hain. Iske anusaar akele shikaar nahi karti ye kaatil hasina. Uske saath ek aadmi bhi tha jisne chehre par nakaab pahan rakha tha.” News anchor ne kaha.
“kya bakwaas hai ye?” mohit ne kaha
“is aadmi ka chehra nahi deekha rahe par mujhe pura yakin hai ki yahi hai vo serial killer.” Padmini ne kaha
“theek kah rahi ho. Kal hum jab uske changul se bach nikle to bokhlaahat mein vo ye sab kar raha hai.” mohit ne kaha
“bahut chalaak hai ye …hamaare police tak pahunchne se pahle hi apni jhuti kahaani shuna di. Main abhi police station jaaungi.”
“nahi ruko…jaldbaaji mein koi kadam mat uthaao…hame soch samajh kar chalna hoga.”
“hame se tumhaara kya matlab hai.”
“mera jikar bhi to ho raha hai news mein.”
“par meri to shakal deekhaayi ja rahi hai. Pata nahi kaha se mil gayi ye photo inhe. Ye media wale bhi na…bina kisi inquiry ke fainsala shuna rahe hain ki main hi kaatil hun.”
“media ka to yahi kaam hai…vo sab chhodo…mujhe aisa lagta hai ki vo killer ye sab kisi sochi samjhi saajis ke tahat kar raha hai…isliye kah raha hun ki hame soch samajh kar chalna hoga.” Mohit ne kaha.
“main philhaal ghar ja rahi hun.”
Tabhi tv par news anchor ne kaha, “police ne chaaro taraf sahar ki naakebandi kar di hai. Har vaahan ko achche se check kiya ja raha hai. Police ko shak hai ki ye hasin kaatil jiska ki pura naam padmini arora hai dehradun se baahar bhaagne ki koshis karegi. Police padmini ke ghar walo se puchtaach kar rahi hai…lekin koi bhi uske baare mein bataane ko taiyaar nahi hai. Unhe lagta hai ki padmini ko fansaaya ja raha hai. Lekin chasmdid gavaah ko jhutlaaya nahi ja sakta. Ek na ek din padmini ke parivaar walo ko bhi maan-na hi hoga ki vo ek serial killer hai jise ki shakt se shakt saja milni chaahiye.”
Kramashah..............................